खुल्लम-खुल्ला प्यार करेंगे हम दोनों
आ: अरे देख रहे हैं
कि: देखने दो
आ: जल भी रहे हैं
कि: तो जलने दो
आ: खुली सड़क है बाबा
कि: तो क्या हुआ भई
आ: हाँ
कि: तो हो जाए
खुल्लम-खुल्ला प्यार करेंगे हम दोनों
इस दुनिया से नहीं डरेंगे हम दोनों
प्यार हम करते हैं चोरी नहीं
आ: मिल गए दिल ज़ोरा-ज़ोरी नहीं
हम वो करेंगे दिल जो करे
हमको ज़माने से क्या
दो: खुल्लम-खुल्ला प्यार …
कि: हे देख वो इश्क़ छुप-छुप के फ़रमा रहे हैं
आ: है क्या मज़ा दिल ही दिल में तो घबरा रहे हैं
कि: लगता है दोनों पड़ोसी हैं वो
आ: रिश्ता ही ऐसा है जाने भी दो
हम वो करेंगे …
दो: खुल्लम-खुल्ला प्यार …
आ: ऐ सुन ज़रा इनकी जोड़ी है कैसी निराली
है बात क्या पीछे लाला चले आगे लाली
कि: दोनों में इनमें बनती न हो
आ: अपनी तरह शायद छनती न हो
हम वो करेंगे …
दो: खुल्लम-खुल्ला प्यार …
आ: हे
कि: बोलो न
आ: प्यार का है ये दुश्मन ज़माना
कि: अरे सुन
आ: हाँ बता
कि: सबको मिलता नहीं ये ख़ज़ाना
आ: जिसको अजी ये ख़ज़ाना मिले
देख-देख उनको ये दुनिया जले
हम वो करेंगे …
कि: हमको ज़माने से क्या
दो: खुल्लम-खुल्ला प्यार …
ā: are dekh rahe haiṅ
ki: dekhne do
ā: jal bhī rahe haiṅ
ki: to jalne do
ā: khulī saṛak hai bābā
ki: to kyā huā bhaī
ā: hāṇ
ki: to ho jāe
khullam-khullā pyār kareṅge ham donoṅ
is duniyā se nahīṅ ḍareṅge ham donoṅ
pyār ham karte haiṅ chorī nahīṅ
ā: mil gae dil zorā-zorī nahīṅ
ham vo kareṅge dil jo kare
hamko zamāne se kyā
do: khullam-khullā pyār …
ki: he dekh vo iśhq chhup-chhup ke farmā rahe haiṅ
ā: hai kyā mazā dil hī dil meṅ to ghabrā rahe haiṅ
ki: lagtā hai donoṅ paṛosī haiṅ vo
ā: riśhtā hī aisā hai jāne bhī do
ham vo kareṅge …
do: khullam-khullā pyār …
ā: ai sun zarā inkī joṛī hai kaisī nirālī
hai bāt kyā pīchhe lālā chale āge lālī
ki: donoṅ meṅ inmeṅ bantī na ho
ā: apnī tarah śhāyad chhantī na ho
ham vo kareṅge …
do: khullam-khullā pyār …
ā: he
ki: bolo na
ā: pyār kā hai ye duśhman zamānā
ki: are sun
ā: hāṇ batā
ki: sabko miltā nahīṅ ye khazānā
ā: jisko ajī ye khazānā mile
dekh-dekh unko ye duniyā jale
ham vo kareṅge …
ki: hamko zamāne se kyā
do: khullam-khullā pyār …