Bachaalo bachaalo ... muhabbat kaa kaantaa chubhaa hai nikaalo

बचालो बचालो ... मुहब्बत का काँटा चुभा है निकालो
Year
Language

जागो बचालो बचालो बचालो बचालो
बचालो बचालो बचालो बचालो
मुहब्बत का काँटा चुभा है निकालो

संभालो संभालो संभालो संभालो
संभालो संभालो संभालो संभालो
मुहब्बत का काँटा चुभा है निकालो

थोड़ी थोड़ी बेकरारी हल्का हल्का दर्द है
देख ज़रा छू के दिलजानी दिल का शोला सर्द है
करवट लेके जागती हूँ नींद ना आए रात भर
रहने लगी हूँ अब तो दिलबर खुद से भी मैं बेखबर
होंठों से मुझे जान-ए-जां लगालो
संभालो संभालो …

प्यासी प्यासी धड़कनों में जाने कैसा शोर है
सच कहते हैं दुनिया वाले इश्क़ पे किसका ज़ोर है
तन्हाई में जब अकेले जानम तेरा नाम लूँ
तेरा समझ के मदहोशी में अपना दामन थाम लूँ
गिर जाऊँ ना कहीं मुझको तुम उठालो
बचालो बचालो …

jāgo bachālo bachālo bachālo bachālo
bachālo bachālo bachālo bachālo
muhabbat kā kāṇṭā chubhā hai nikālo

saṅbhālo saṅbhālo saṅbhālo saṅbhālo
saṅbhālo saṅbhālo saṅbhālo saṅbhālo
muhabbat kā kāṇṭā chubhā hai nikālo

thoṛī thoṛī bekrārī halkā halkā dard hai
dekh zarā chhū ke diljānī dil kā śholā sard hai
karavaṭ leke jāgtī hūṇ nīṅd nā āe rāt bhar
rahne lagī hūṇ ab to dilbar khud se bhī maiṅ bekhabar
hoṅṭhoṅ se mujhe jān-e-jāṅ lagālo
saṅbhālo saṅbhālo …

pyāsī pyāsī dhaṛaknoṅ meṅ jāne kaisā śhor hai
sach kahte haiṅ duniyā vāle iśhq pe kiskā zor hai
tanhāī meṅ jab akele jānam terā nām lūṇ
terā samajh ke madhośhī meṅ apnā dāman thām lūṇ
gir jāūṇ nā kahīṅ mujhko tum uṭhālo
bachālo bachālo …