खुल गया नसीब देखो साला ... देख मेरे भाई
खुल गया नसीब देखो साला बन गया अंग्रेज गांव वाला
देख मेरे भाई रंग बिरंगी टाई
धोती कुर्ता छोड़ा मैने suit boot डाला
खुल गया नसीब …
आया मैं बन ठन के ऐसे आया जैसे कोई जापान से
निकला मैं इन रास्तों से देखो ज़रा क्या शान से
हाथों में महंगी घड़ी है लाखों की इसकी छड़ी है
देख मेरे भाई …
बदला है ये रूप मेरा बदला मेरा ये style है
मारे खुशी के हूँ पागल होंठों पे देखो ना क्या smile है
मस्ती में ये तो है डूबा लगता है कोई अजूबा
देख मेरे भाई …
khul gayā nasīb dekho sālā ban gayā aṅgrej gāṅv vālā
dekh mere bhāī raṅg biraṅgī ṭāī
dhotī kurtā chhoṛā maine suit boot ḍālā
khul gayā nasīb …
āyā maiṅ ban ṭhan ke aise āyā jaise koī jāpān se
niklā maiṅ in rāstoṅ se dekho zarā kyā śhān se
hāthoṅ meṅ mahaṅgī ghaṛī hai lākhoṅ kī iskī chhaṛī hai
dekh mere bhāī …
badlā hai ye rūp merā badlā merā ye style hai
māre khuśhī ke hūṇ pāgal hoṅṭhoṅ pe dekho nā kyā smile hai
mastī meṅ ye to hai ḍūbā lagtā hai koī ajūbā
dekh mere bhāī …