Khud se baaten karte rahnaa, baaten karte rahnaa

खुद से बातें करते रहना, बातें करते रहना
Work
Year
Language

खुद से बातें करते रहना, बातें करते रहना
ओ, आँखें मीचे दिन में मीठी रातें करते रहना
खुद से बातें …

खुद से कहना जाती हूँ मैं
खुद से कहना आई मैं
ऐसा भी होता है न
हल्की सी तन्हाई में
तन्हाई में तसवीरों के चेहरे भरते रहना
खुद से बातें …

भीगे भीगे मौसम में क्‌यों
बरखा प्यासी लगती है
जी तो खुश होता है लेकिन
एक उदासी लगती है
ऐं वैं ही बस रूठी खुद से
ऐं वैं मनते रहना
खुद से बातें …

khud se bāteṅ karte rahnā, bāteṅ karte rahnā
o, āṇkheṅ mīche din meṅ mīṭhī rāteṅ karte rahnā
khud se bāteṅ …

khud se kahnā jātī hūṇ maiṅ
khud se kahnā āī maiṅ
aisā bhī hotā hai na
halkī sī tanhāī meṅ
tanhāī meṅ tasvīroṅ ke chehre bharte rahnā
khud se bāteṅ …

bhīge bhīge mausam meṅ k‌yoṅ
barkhā pyāsī lagtī hai
jī to khuśh hotā hai lekin
ek udāsī lagtī hai
aiṅ vaiṅ hī bas rūṭhī khud se
aiṅ vaiṅ mante rahnā
khud se bāteṅ …