खोया-खोया चन्दा खोए-खोए तारे
खोया-खोया चन्दा खोए-खोए तारे
सो गए तू भी सो जा चाँद हमारे -2
खोया-खोया चन्दा …
ओ ओ लेके जादू की छड़ी आई सपनों की परी
रूप-नगरी में तुझे छोड़ आएगी अभी
है वो सपनों का जहाँ इक मेला है वहाँ
देस-परदेस के बच्चे चले वहाँ
नीले आकाश की गंगा के किनारे
खोया-खोया चन्दा …
झूला चाँदी का पड़ा हीरे-पन्नों से जड़ा
रेशमी डोर बँधी झूलेगा लाल मेरा
जब भी तू पींग भरे जा के बादल को छुए
छूले बिजली को तो वो खिलखिला पड़े
और छुप जाए कहीं लाज के मारे
खोया-खोया चन्दा …
कहीं कोई गीत गाए कोई बंशी बजाए
और कोई ढोल लिए धिन-धिन तक सुनाए
सब पे इक रंग पड़े कोई भी बच न सके
प्यार और मिलाप का गुलाल यूँ उड़े
हिल-मिल के कोई जीते कोई हारे
खोया-खोया चन्दा …
khoyā-khoyā chandā khoe-khoe tāre
so gae tū bhī so jā chāṇd hamāre -2
khoyā-khoyā chandā …
o o leke jādū kī chhaṛī āī sapnoṅ kī parī
rūp-nagrī meṅ tujhe chhoṛ āegī abhī
hai vo sapnoṅ kā jahāṇ ik melā hai vahāṇ
des-pardes ke bachche chale vahāṇ
nīle ākāśh kī gaṅgā ke kināre
khoyā-khoyā chandā …
jhūlā chāṇdī kā paṛā hīre-pannoṅ se jaṛā
reśhmī ḍor bṇdhī jhūlegā lāl merā
jab bhī tū pīṅg bhare jā ke bādal ko chhue
chhūle bijlī ko to vo khilkhilā paṛe
aur chhup jāe kahīṅ lāj ke māre
khoyā-khoyā chandā …
kahīṅ koī gīt gāe koī baṅśhī bajāe
aur koī ḍhol lie dhin-dhin tak sunāe
sab pe ik raṅg paṛe koī bhī bach na sake
pyār aur milāp kā gulāl yūṇ uṛe
hil-mil ke koī jīte koī hāre
khoyā-khoyā chandā …