Khoyaa khoyaa chaand, khulaa aasmaan

खोया खोया चांद, खुला आसमान
Work
Year
Language

खोया खोया चाँद, खुला आसमान
आँखों में सारी रात जाएगी
तुम को भी कैसे नींद आएगी?

मस्ती भरी हवा जो चली
खिल खिल गई ये दिल की कली
मन की गली में है खलबली की उनको तो बुलाओ

तारें चले, नज़ारे चले, संग संग मेरे वो सारे चले
चारों तरफ इशारे चले, किसीके तो हो जाओ

ऐसी ही रात, भीगी सी रात, हाथो में हाथ होते वो साथ
कह लेते उनसे दिल की ये बात, अब तो ना सताओ

हम मिट चले है जिनके लिए,
बिन कुछ कहे वो चुप चुप रहे
कोई ज़रा ये उनसे कहे, ना ऐसे आजमाओ

khoyā khoyā chāṇd, khulā āsmān
āṇkhoṅ meṅ sārī rāt jāegī
tum ko bhī kaise nīṅd āegī?

mastī bharī havā jo chalī
khil khil gaī ye dil kī kalī
man kī galī meṅ hai khalablī kī unko to bulāo

tāreṅ chale, nazāre chale, saṅg saṅg mere vo sāre chale
chāroṅ taraph iśhāre chale, kisīke to ho jāo

aisī hī rāt, bhīgī sī rāt, hātho meṅ hāth hote vo sāth
kah lete unse dil kī ye bāt, ab to nā satāo

ham miṭ chale hai jinke lie,
bin kuchh kahe vo chup chup rahe
koī zarā ye unse kahe, nā aise ājmāo