Khoyaa-khoyaa chaand, khulaa aasmaan

खोया-खोया चांद, खुला आसमां
Work
Year
Language

खोया-खोया चांद, खुला आसमां
आँखों में सारी रात जाएगी
तुमको भी कैसे नींद आएगी, हो
खोया-खोया …

मस्ती भरी, हवा जो चली
खिल-खिल गई, ये दिल की कली
मन की गली में है खलबली
कि उनको तो बुलाओ, ओ हो …
खोया-खोया चांद …

तारे चले, नज़ारे चले
संग-संग मेरे वो सारे चले
चारों तरफ़ इशारे चले
किसी के तो हो जाओ, ओ हो …
खोया-खोया चांद …

ऐसी ही रात, भीगी सी रात
हाथों में हाथ, होते वो साथ
कह लेते उनसे दिल की ये बात
अब तो ना सताओ, ओ हो …
खोया-खोया चांद …

हम मिट चले, जिनके लिये
बिन कुछ कहे, वो चुप-चुप रहे
कोई ज़रा ये उनसे कहे
न ऐसे आजमाओ, ओ हो …
खोया-खोया चांद …

khoyā-khoyā chāṅd, khulā āsmāṅ
āṇkhoṅ meṅ sārī rāt jāegī
tumko bhī kaise nīṅd āegī, ho
khoyā-khoyā …

mastī bharī, havā jo chalī
khil-khil gaī, ye dil kī kalī
man kī galī meṅ hai khalablī
ki unko to bulāo, o ho …
khoyā-khoyā chāṅd …

tāre chale, nazāre chale
saṅg-saṅg mere vo sāre chale
chāroṅ taraf iśhāre chale
kisī ke to ho jāo, o ho …
khoyā-khoyā chāṅd …

aisī hī rāt, bhīgī sī rāt
hāthoṅ meṅ hāth, hote vo sāth
kah lete unse dil kī ye bāt
ab to nā satāo, o ho …
khoyā-khoyā chāṅd …

ham miṭ chale, jinke liye
bin kuchh kahe, vo chup-chup rahe
koī zarā ye unse kahe
na aise ājmāo, o ho …
khoyā-khoyā chāṅd …