Khoe khoe din hain tanhaa tanhaa raat hai ... bas kuchh dinon kee baat hai

खोए खोए दिन हैं तन्हा तन्हा रात है ... बस कुछ दिनों की बात है
Year
Language

आ आ
खोए खोए दिन हैं तन्हा तन्हा रात है
बस कुछ दिनों की बात है
मिल के भी नहीं मिलते कैसी मुलाकात है
बस कुछ दिनों की …

मौसम छेड़े तो क्‌या दिल करे
दिल से कह दो ना आहें भरे
हम तो हैं मुश्किल में
क्‌या हो रहा दिल में
क्‌या हो रहा है दिल में
बाहर हैं बरसातें धड़कनों में आग है
बस कुछ दिनों की …

क्‌यूँ है क्‌यूँ है ये दूरी सनम
प्यार में ये भी है ज़रूरी सनम
हम तो मर जाएँगे अपने दिन आएँगे
जैसा आलम कल था वैसा आलम आज है
बस कुछ दिनों की …

ā ā
khoe khoe din haiṅ tanhā tanhā rāt hai
bas kuchh dinoṅ kī bāt hai
mil ke bhī nahīṅ milte kaisī mulākāt hai
bas kuchh dinoṅ kī …

mausam chheṛe to k‌yā dil kare
dil se kah do nā āheṅ bhare
ham to haiṅ muśhkil meṅ
k‌yā ho rahā dil meṅ
k‌yā ho rahā hai dil meṅ
bāhar haiṅ barsāteṅ dhaṛaknoṅ meṅ āg hai
bas kuchh dinoṅ kī …

k‌yūṇ hai k‌yūṇ hai ye dūrī sanam
pyār meṅ ye bhī hai zarūrī sanam
ham to mar jāeṇge apne din āeṇge
jaisā ālam kal thā vaisā ālam āj hai
bas kuchh dinoṅ kī …