खो दिए जितने लम्हे मैने तेरी निगाह में
खो दिए जितने लम्हे मैने तेरी निगाह में
उतने जनम मेरे सनम गुज़रे तेरी चाह में
खो दिए जितने लम्हे …
तेरी खुशी तेरा ही ग़म तेरी वफ़ा तेरा साथ हो
सपने तेरे याद मेरी दिल में सनम दिन रात हों
खो गए जितने भी पल ये तेरी पनाहों में
उतने जनम मेरे सनम …
जान-ए-चमन बंधने लगे हम नज़रों की डोर में
दिल की सज़ा सुनने लगे हम साँसों के शोर में
चल दिए जितने कदम मैने सनम तेरी राहों में
उतने जनम मेरे सनम …
kho die jitne lamhe maine terī nigāh meṅ
utne janam mere sanam guzre terī chāh meṅ
kho die jitne lamhe …
terī khuśhī terā hī ġham terī vafā terā sāth ho
sapne tere yād merī dil meṅ sanam din rāt hoṅ
kho gae jitne bhī pal ye terī panāhoṅ meṅ
utne janam mere sanam …
jān-e-chaman baṅdhne lage ham nazroṅ kī ḍor meṅ
dil kī sazā sunne lage ham sāṇsoṅ ke śhor meṅ
chal die jitne kadam maine sanam terī rāhoṅ meṅ
utne janam mere sanam …