tū kaun hai terā nām kyā
dil dhaṛkāne vāle terā nām kyā
tū kaun hai …
mujhse pyār karnā hai itnā tū samajh le
achchhā lagūṅ ājā nahīṅ te bachke tū nikal le
jay mātā ke bhakta haiṅ vādoṅ ke sakht haiṅ
ākāśh se ham āe tan man ke ham haiṅ sachche
martī haiṅ hampe laṛkiyāṅ būṛhe aur bachche
are na ham amitābh na dilīp kumār na kisī hero ke bachche
ham haiṅ sīdhe sāde akṣhay
o kabhī ḍaiṅg kabhī ḍūṅg aise akṣhay akṣhay
kabhī baiṅg kabhī būm vaise akṣhay
mujhse pyār karnā …
mohabbat nibhāne kā tujhmeṅ ho dam
sāth mere chal sake to baṛhā kadam
merī kamjoriyoṅ se kar sake jo pyār tū
karnā ikrār nahīṅ te karde inkār tū
are na ham amitābh …
har dil meṅ jhūṭh thoṛā thoṛī sachchāī bhī hai
kuchh burāī to mujhmeṅ achchhāī bhī
chāhe chāhat samajh chāhe khudgarzī
ānā apnī marzī se o terā jānā merī marzī
o na ham amitābh …
tū kaun hai terā nām kyā
dil dhaṛkāne vālī terā nām kyā
maiṅ kaun hūṇ merā nām kyā
mujhse pyār karnā hai itnā tū samajh le
achchhī lagūṅ ājā nahīṅ te bachke tū nikal le
martī haiṅ unpe laṛkiyāṅ būṛhe aur bachche
tum ho mere pyāre akṣhay akṣhay
mere sīdhe sāde akṣhay