Title (Indic)तुमसे बिछड़कर तुमको भुलाना, मुमकिन है आसान नहीं WorkKhap Year2011 LanguageHindi Credits Role Artist Music Annujj Kappoo Performer Jagjit Singh LyricsHindiतुमसे बिछड़कर तुमको भुलाना, मुमकिन है आसान नहीं दीवाने दिल को समझाना, मुमकिन है आसान नहीं सदियोंसे ये रस्म है जारी, जुर्म है दुनियाँ में दिलदारी ऐसी दुनियाँ से टकराना, मुमकिन है आसान नहीं चाहत पर पाबंदी क्यों है, दुनिया इतनी अंधी क्यों है अंधों में अंधा बन जाना, मुमकिन है आसान नहीं कश्ती यूँ ही चलेगी कब तक, उलटी गंगा बहेगी कब तक खोये हुये को फिर से खोना, मुमकिन है आसान नहीं तेरे मेरे बीच की दूरी, क्यों दोनों की है मजबुरी दूरी की दीवार गिराना, मुमकिन है आसान नहीं Englishtumse bichhaṛkar tumko bhulānā, mumkin hai āsān nahīṅ dīvāne dil ko samjhānā, mumkin hai āsān nahīṅ sadiyoṅse ye rasm hai jārī, jurm hai duniyāṇ meṅ dildārī aisī duniyāṇ se ṭakrānā, mumkin hai āsān nahīṅ chāhat par pābaṅdī kyoṅ hai, duniyā itnī aṅdhī kyoṅ hai aṅdhoṅ meṅ aṅdhā ban jānā, mumkin hai āsān nahīṅ kaśhtī yūṇ hī chalegī kab tak, ulṭī gaṅgā bahegī kab tak khoye huye ko phir se khonā, mumkin hai āsān nahīṅ tere mere bīch kī dūrī, kyoṅ donoṅ kī hai majburī dūrī kī dīvār girānā, mumkin hai āsān nahīṅ