कोई रोक सके तो रोक ले ... पालकी में हो के सवार चली रे
ओ ओ ओ
कोई रोक सके तो रोक ले मैं नाचती छन छन छन छन छन
पालकी में हो के सवार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
कोई रोक सके तो …
मुश्किल से मैने ये दिन निकाले
चलते से चल तू ओ गाड़ी वाले
मन में लगी है ऐसी लगन ऐसी लगन हाय ऐसी लगन
होके मैं बड़ी बेकरार चली रे
मैं तो अपने साजन के …
हो जाऊंगी मैं जल जल के मिट्टी
मैने पिया को लिख दी है चिट्ठी
तू ना आ तू ना आ मैं आ रही हूँ सजन सजन सजन
कर कर के मैं इंतज़ार चली रे
मैं तो अपने साजन के …
ये सोना ये चाँदी ये हीरे ये मोती
हो सैंया बिना सैंया बिना सब कुछ है नाम का नाम का नाम का नाम का नाम का
ये मेरा जोबन जोबन जोबन ये मेरा जोबन किस काम का किस काम का
घूंघट में जले कब तक बिरहन बिरहन बिरहन
मैं सर से चुनरी उतार चली रे
मैं तो अपने साजन के …
o o o
koī rok sake to rok le maiṅ nāchtī chhan chhan chhan chhan chhan
pālkī meṅ ho ke savār chalī re
maiṅ to apne sājan ke dvār chalī re
koī rok sake to …
muśhkil se maine ye din nikāle
chalte se chal tū o gāṛī vāle
man meṅ lagī hai aisī lagan aisī lagan hāy aisī lagan
hoke maiṅ baṛī bekrār chalī re
maiṅ to apne sājan ke …
ho jāūṅgī maiṅ jal jal ke miṭṭī
maine piyā ko likh dī hai chiṭṭhī
tū nā ā tū nā ā maiṅ ā rahī hūṇ sajan sajan sajan
kar kar ke maiṅ iṅtazār chalī re
maiṅ to apne sājan ke …
ye sonā ye chāṇdī ye hīre ye motī
ho saiṅyā binā saiṅyā binā sab kuchh hai nām kā nām kā nām kā nām kā nām kā
ye merā joban joban joban ye merā joban kis kām kā kis kām kā
ghūṅghaṭ meṅ jale kab tak birahan birahan birahan
maiṅ sar se chunrī utār chalī re
maiṅ to apne sājan ke …