Der se aanaa jaldee jaanaa ai saahab ye theek naheen

देर से आना जल्दी जाना ऐ साहब ये ठीक नहीं
Work
Year
Language

देर से आना जल्दी जाना ऐ साहब ये ठीक नहीं
रोज बहाना एक बनाना चाहने वालों को तड़पाना
ऐ साहब ये ठीक नहीं

खाली हाथ मैं क्‌या आता इसलिए देर से आया हूँ
झुमके कंगना गजरा पायल इतनी चीज़ें लाया हूँ

बातों से दिल को बहलाना
चाहने वालों को तड़पाना …

शिकवा और शिकायत है आदत आप हसीनों की
छुट्टी ले कर आऊंगा मैं अगली बार महीनों की
जाने दो मुझको है जाना सरकारी नौकर को सताना
ऐ साहब ये ठीक नहीं …

फिर ऐसा तुम मत करना वरना मैं नहीं बोलूंगी
खिड़की से देखूंगी तमाशा दरवाज़ा नहीं खोलूंगी
हो जाऊंगा मैं दीवाना
चाहने वालों को तड़पाना …

der se ānā jaldī jānā ai sāhab ye ṭhīk nahīṅ
roj bahānā ek banānā chāhne vāloṅ ko taṛpānā
ai sāhab ye ṭhīk nahīṅ

khālī hāth maiṅ k‌yā ātā islie der se āyā hūṇ
jhumke kaṅgnā gajrā pāyal itnī chīzeṅ lāyā hūṇ

bātoṅ se dil ko bahlānā
chāhne vāloṅ ko taṛpānā …

śhikvā aur śhikāyat hai ādat āp hasīnoṅ kī
chhuṭṭī le kar āūṅgā maiṅ aglī bār mahīnoṅ kī
jāne do mujhko hai jānā sarkārī naukar ko satānā
ai sāhab ye ṭhīk nahīṅ …

phir aisā tum mat karnā varnā maiṅ nahīṅ bolūṅgī
khiṛkī se dekhūṅgī tamāśhā darvāzā nahīṅ kholūṅgī
ho jāūṅgā maiṅ dīvānā
chāhne vāloṅ ko taṛpānā …