खामोशी थी मच गया शोर ... आया आया मेरे दिल का चोर्
खामोशी थी मच गया शोर
आया आया मेरे दिल का चोर
वो तुम नहीं वो तुम नहीं वो तो है कोई और
खामोशी थी मच गया …
मैं भला क्या करूं वो सुने न मेरी दास्तां
बेरहम बेखबर है उसे क्या खबर
उसपे तो मेरा न चले जान-ए-मन कोई ज़ोर
खामोशी थी मच गया …
मैं यहां तो कहां ढूंढती है उसी को नज़र
छोड़े ना बेरुखी मेरा जान-ए-जां मेरा दर्द-ए-जिगर
हुस्न की ये अदा देख न दिलरुबा
न जुड़े दिल के अरमानों से चाहत की डोर
खामोशी थी मच गया …
khāmośhī thī mach gayā śhor
āyā āyā mere dil kā chor
vo tum nahīṅ vo tum nahīṅ vo to hai koī aur
khāmośhī thī mach gayā …
maiṅ bhalā kyā karūṅ vo sune na merī dāstāṅ
beraham bekhabar hai use kyā khabar
uspe to merā na chale jān-e-man koī zor
khāmośhī thī mach gayā …
maiṅ yahāṅ to kahāṅ ḍhūṅḍhtī hai usī ko nazar
chhoṛe nā berukhī merā jān-e-jāṅ merā dard-e-jigar
husn kī ye adā dekh na dilrubā
na juṛe dil ke armānoṅ se chāhat kī ḍor
khāmośhī thī mach gayā …