खामोश सा अफसाना, पानी से लिखा होता
खामोश सा अफ़साना, पानी से लिखा होता
ना तुम ने कहा होता, ना हम ने सुना होता
दिल की बात ना पूछो, दिल तो आता रहेगा
दिल बहकाता रहा है, दिल बहकाता रहेगा
दिल को तुमने कुछ समझाया होता
सहमे से रहते हैं, जब ये दिन ढलता है
एक दिया बुझता है, एक दिया जलता है
तुम ने कोई दीप जलाया होता
कितने साहील ढूँढे, कोई न सामने आया
जब मझधार में डूबे, साहील थामने आया
तुम ने साहील पहले बिछाया होता
khāmośh sā afsānā, pānī se likhā hotā
nā tum ne kahā hotā, nā ham ne sunā hotā
dil kī bāt nā pūchho, dil to ātā rahegā
dil bahkātā rahā hai, dil bahkātā rahegā
dil ko tumne kuchh samjhāyā hotā
sahme se rahte haiṅ, jab ye din ḍhaltā hai
ek diyā bujhtā hai, ek diyā jaltā hai
tum ne koī dīp jalāyā hotā
kitne sāhīl ḍhūṇḍhe, koī na sāmne āyā
jab majhdhār meṅ ḍūbe, sāhīl thāmne āyā
tum ne sāhīl pahle bichhāyā hotā