खाली घर की दीवारों पे ... जा जा जा मुझे ना
खाली घर की दीवारों पे शीशे की तस्वीरें हैं
मैं ये तोड़ के रख दूँगा ये यादों की ज़ंजीरें हैं
जा जा जा मुझे ना अब याद आ -2
मुझे भूल जाने दे जाने दे
जा जा जा मुझे ना …
मेरे लबों पे ये कहानी क्यों रहे -2
तू ना रही तेरी निशानी क्यों रहे
ये जवानी क्यों रहे ज़िन्दगानी क्यों रहे
जा जा जा मुझे ना …
उजड़ा महल ये वीरानों की तरह -2
इसमें फिरूँ मैं दीवानों की तरह
अन्जानों की तरह बेगानों की तरह
जा जा जा मुझे ना …
khālī ghar kī dīvāroṅ pe śhīśhe kī tasvīreṅ haiṅ
maiṅ ye toṛ ke rakh dūṇgā ye yādoṅ kī zaṅjīreṅ haiṅ
jā jā jā mujhe nā ab yād ā -2
mujhe bhūl jāne de jāne de
jā jā jā mujhe nā …
mere laboṅ pe ye kahānī kyoṅ rahe -2
tū nā rahī terī niśhānī kyoṅ rahe
ye javānī kyoṅ rahe zindgānī kyoṅ rahe
jā jā jā mujhe nā …
ujaṛā mahal ye vīrānoṅ kī tarah -2
ismeṅ phirūṇ maiṅ dīvānoṅ kī tarah
anjānoṅ kī tarah begānoṅ kī tarah
jā jā jā mujhe nā …