कौन समझेगा ... दिल आने के ढन्ग निराले हैं
कौन समझेगा किसे समझाऊँ दिल की बात
ये समझने का फ़साना है ना समझने की बात
दिल आने के ढन्ग निराले हैं दिल आने के ढन्ग -2
दिल से मजबूर सब दिलवाले हैं दिल आने के ढन्ग
दिल आने के ढन्ग निराले हैं दिल आने के ढन्ग
( कभी अंखियाँ मिलाने पे आता है दिल
कभी अंखियाँ बचाने पे आता है दिल ) -2
वोही अंखियों जिन्हें हमसे मतलब नहीं
उन्हीं अंखियों के हम मतवाले हैं
दिल आने के ढन्ग
दिल आने के ढन्ग निराले हैं दिल आने के ढन्ग
( उनको देखा तो दुनिया बदलने लगी
नज़रें बहकीं तबीयत मचलने लगी
दिल की धड़कन इशारों पे चलने लगी ) -2
बड़ी हिम्मत से क़ाबू में रखा है दिल
बड़ी मुश्किल से होश सम्भाले हैं
दिल आने के ढन्ग
दिल आने के ढन्ग निराले हैं दिल आने के ढन्ग्
kaun samjhegā kise samjhāūṇ dil kī bāt
ye samajhne kā fasānā hai nā samajhne kī bāt
dil āne ke ḍhang nirāle haiṅ dil āne ke ḍhang -2
dil se majbūr sab dilvāle haiṅ dil āne ke ḍhang
dil āne ke ḍhang nirāle haiṅ dil āne ke ḍhang
( kabhī aṅkhiyāṇ milāne pe ātā hai dil
kabhī aṅkhiyāṇ bachāne pe ātā hai dil ) -2
vohī aṅkhiyoṅ jinheṅ hamse matalab nahīṅ
unhīṅ aṅkhiyoṅ ke ham matvāle haiṅ
dil āne ke ḍhang
dil āne ke ḍhang nirāle haiṅ dil āne ke ḍhang
( unko dekhā to duniyā badalne lagī
nazreṅ bahkīṅ tabīyat machalne lagī
dil kī dhaṛkan iśhāroṅ pe chalne lagī ) -2
baṛī himmat se qābū meṅ rakhā hai dil
baṛī muśhkil se hośh sambhāle haiṅ
dil āne ke ḍhang
dil āne ke ḍhang nirāle haiṅ dil āne ke ḍhang