Kaun aayaa ki nigaahon men chamak jaag uthee

कौन आया कि निगाहों में चमक जाग उठी
Work
Year
Language

कौन आया कि निगाहों में चमक जाग उठी
दिल के सोए हुए तारों में खनक जाग उठी -2
कौन आया

किसके आने की ख़बर ले के हवाएँ आईं -2
जिस्म के फूल चटकने की सदाएँ आईं -2
ओ ओ ओ आ
( रूह खिलने लगी ) -2 साँसों में महक जाग उठी
दिल के सोए हुए …

किसने ये मेरी तरफ़ देख के बाँहें खोलीं -2
शोख़ जज़्बात ने सीने में निगाहें खोलीं -2
ओ ओ ओ आ
( होंठ तपने लगे ) -2 ज़ुल्फ़ों में लचक जाग उठी
दिल के सोए हुए …

किसके हाथों ने मेरे हाथों से कुछ माँगा है -2
किसके ख़्वाबों ने मेरी रातों से कुछ माँगा है -2
ओ ओ ओ आ
( साज़ बजने लगे ) -2 आँचल में खनक जाग उठी
दिल के सोए हुए …

kaun āyā ki nigāhoṅ meṅ chamak jāg uṭhī
dil ke soe hue tāroṅ meṅ khanak jāg uṭhī -2
kaun āyā

kiske āne kī khabar le ke havāeṇ āīṅ -2
jism ke phūl chaṭakne kī sadāeṇ āīṅ -2
o o o ā
( rūh khilne lagī ) -2 sāṇsoṅ meṅ mahak jāg uṭhī
dil ke soe hue …

kisne ye merī taraf dekh ke bāṇheṅ kholīṅ -2
śhokh jazbāt ne sīne meṅ nigāheṅ kholīṅ -2
o o o ā
( hoṅṭh tapne lage ) -2 zulfoṅ meṅ lachak jāg uṭhī
dil ke soe hue …

kiske hāthoṅ ne mere hāthoṅ se kuchh māṇgā hai -2
kiske khvāboṅ ne merī rātoṅ se kuchh māṇgā hai -2
o o o ā
( sāz bajne lage ) -2 āṇchal meṅ khanak jāg uṭhī
dil ke soe hue …