Kaththaee aankhonvaalee ek ladkee

कथ्थई आँखोंवाली एक लडकी
Work
Year
Language

कथ्थई आँखोंवाली एक लड़की
एक ही बात पर बिगड़ती है
तुम मुझे क्यो नहीं मिले पहले
रोज ये कह कर मुझ से लड़ती है

गुस्से की वो तेज है लेकिन दिल की बेहद अच्छी है
वो कलियों से भी नाज़ूक है और शहद से मीठी है
चेहरे पर हैं नर्म उजाले, बालों में काली रातें
हँस दे वो तो मोती बरसे, फूलों जैसी हैं बातें

मुझ को तुम से प्यार नहीं है, रूठ के मुझ से कहती है
लेकिन हर कागज पर मेरा नाम वो लिखती रहती है
मैं भी उसका दीवाना हूँ, कैसे उस को समझाऊँ
मुझ से मिलना छोड़ दे वो तो, मैं एक दिन में मर जाऊँ

kaththaī āṇkhoṅvālī ek laṛkī
ek hī bāt par bigaṛtī hai
tum mujhe kyo nahīṅ mile pahle
roj ye kah kar mujh se laṛtī hai

gusse kī vo tej hai lekin dil kī behad achchhī hai
vo kaliyoṅ se bhī nāzūk hai aur śhahad se mīṭhī hai
chehre par haiṅ narm ujāle, bāloṅ meṅ kālī rāteṅ
hṇs de vo to motī barse, phūloṅ jaisī haiṅ bāteṅ

mujh ko tum se pyār nahīṅ hai, rūṭh ke mujh se kahtī hai
lekin har kāgaj par merā nām vo likhtī rahtī hai
maiṅ bhī uskā dīvānā hūṇ, kaise us ko samjhāūṇ
mujh se milnā chhoṛ de vo to, maiṅ ek din meṅ mar jāūṇ