कता नहीं ... अंधेरों को चीर के आज रोशनी ये चली
ख़ता नहीं
मेरी कुछ ख़ता नहीं
ख़ामोश रह ना सका
ना जाने क्योँ पता नहीं
अब मगर
ये पूरा हुआ है क़हर
अपनी है शाम-ओ-सहर
भीगी है फिर क्यों नज़र
( इन हवाओ में पाँव रख कर हम आज उड़ने लगे
हाथ ये जो उठे यहाँ कई ख़ाब जुड़ने लगे ) -2
अंधेरों को चीर के आज रोशनी ये चली
अपनों ने गिरह खोल दी दुनिया लगे भली
ख़ुशियाँ बरसती हैं यहाँ सब दुख पुराने लगे
यूँ मुसकुराने की चाह में कितने ज़माने लगे
सहमी हुई
मुरादें कई पहनी हुई
खोया है सारा जहाँ
कैसी ये बेरहमी हुई
जी गये
देखा तुझे तो हम जी गये
नज़रों से छू के तुझे
हज़ारों ग़म सी गये
( जिस्म से आज रूह तक तुझमें समा जायेंगे
फ़ासलों को मिटा के हम दुनिया बसा जायेंगे ) -2
( अंधेरों को चीर के आज रोशनी ये चली
अपनों ने गिरह खोल दी दुनिया लगे भली
ख़ुशियाँ बरसती हैं यहाँ सब दुख पुराने लगे
यूँ मुसकुराने की चाह में कितने ज़माने लगे ) -3
khatā nahīṅ
merī kuchh khatā nahīṅ
khāmośh rah nā sakā
nā jāne kyoṇ patā nahīṅ
ab magar
ye pūrā huā hai qahar
apnī hai śhām-o-sahar
bhīgī hai phir kyoṅ nazar
( in havāo meṅ pāṇv rakh kar ham āj uṛne lage
hāth ye jo uṭhe yahāṇ kaī khāb juṛne lage ) -2
aṅdheroṅ ko chīr ke āj rośhnī ye chalī
apnoṅ ne girah khol dī duniyā lage bhalī
khuśhiyāṇ barastī haiṅ yahāṇ sab dukh purāne lage
yūṇ muskurāne kī chāh meṅ kitne zamāne lage
sahmī huī
murādeṅ kaī pahnī huī
khoyā hai sārā jahāṇ
kaisī ye berahmī huī
jī gaye
dekhā tujhe to ham jī gaye
nazroṅ se chhū ke tujhe
hazāroṅ ġham sī gaye
( jism se āj rūh tak tujhmeṅ samā jāyeṅge
fāsloṅ ko miṭā ke ham duniyā basā jāyeṅge ) -2
( aṅdheroṅ ko chīr ke āj rośhnī ye chalī
apnoṅ ne girah khol dī duniyā lage bhalī
khuśhiyāṇ barastī haiṅ yahāṇ sab dukh purāne lage
yūṇ muskurāne kī chāh meṅ kitne zamāne lage ) -3