ātī raheṅgī bahāreṅ
jātī raheṅgī bahāreṅ
dil kī nazar se duniyāṇ ko dekho
duniyāṇ sadā hī hasīṅ hai
maiṅ ne to bas yahī māṇgī hai duāeṅ
phūloṅ kī tarah ham sadā muskurāye
gāte raheṅ ham khuśhiyoṅ ke gīt yūṇ hī jāye bīt
ziṅdgī
ho' ātī raheṅgī bahāreṅ …
tum jo mile ho to dil ko yaqīṅ hai
dhartī pe svarg jo hai to yahīṅ hai
gāte rahe ham khuśhiyoṅ ke gīt
yūṇ hī jāye bīt
ziṅdgī
ho' ātī raheṅgī bahāreṅ …
tum se haiṅ jab jīvan meṅ sahāre
jahāṇ jāye nazreṅ vahīṅ haiṅ nazāre
leke āyegī har nayī bahār
raṅg bharā pyār
aur khuśhī
ho' ātī raheṅgī bahāreṅ …