Kashtiyaan bhee lar gaeen mastiyaan bhee mil gaeen jaan-e-man

कश्तियाँ भी लड़ गईं मस्तियाँ भी मिल गईं जान-ए-मन्
Work
Year
Language

हा हा हा हा हा हा हा हा हा हा हा हा -2

कश्तियाँ भी लड़ गईं मस्तियाँ भी मिल गईं जान-ए-मन

रात काली सो गई रोशनी भी हो गई जान-ए-मन

सुबह तक हम लड़ते रहे जीने को हम मरते रहे

घास बनी हैं तलवारें फूल बने हैं अंगारे जान-ए-मन

जान-ए-मन

आयेंगे अब तो बादल भी भीगेगा अब तो आँचल भी

ज़िंदगी होगी अपनी ज़िंदगी

कश्तियाँ भी लड़ गईं मस्तियाँ भी मिल गईं जान-ए-मन
रात काली सो गई रोशनी भी हो गई जान-ए-मन

पलकों में फूलों के रंग बरसे

गालों पे आँसू की रंगोली

मैं यहाँ तू वहाँ लड़ते रहे

ख़त्म ये जंग जानें कब होगी

मैने तुझको ये दिल जबसे दिया

काँटों पे गुज़ारा तबसे किया

मेरा जीवन तेरे बिन सूना

ख़ाबों में रह गया

साजन से बिछड़ के

अब तो कश्तियाँ भी लड़ गईं मस्तियाँ भी मिल गईं जान-ए-मन
रात काली सो गई रोशनी भी हो गई जान-ए-मन

ला ला ला ला ला

जान-ए-मन जान-ए-मन तेरे वास्ते

आया हूँ उड़ के हवाओं में

फूलों में होती है ज्यूँ ख़ुश्बू

वैसी ही तू मेरी साँसों में

तेरे पाँवों की पायल बन जाऊँ

तेरे नैनों का काजल बन के रहूँ

मेरे दिल की तू है रानी

ले लूँ आ बाँहों में

तुझ में ही मिल जाऊँ मैं

अब तो कश्तियाँ भी लड़ गईं मस्तियाँ भी मिल गईं जान-ए-मन
रात काली सो गई रोशनी भी हो गई जान-ए-मन
सुबह तक हम लड़ते रहे जीने को हम मरते रहे
घास बनी हैं तलवारें फूल बनें हैं अंगारे जान-ए-मन
जान-ए-मन
आयेंगे अब तो बादल भी भीगेगा अब तो आँचल भी
ज़िंदगी होगी अपनी ज़िंदगी

hā hā hā hā hā hā hā hā hā hā hā hā -2

kaśhtiyāṇ bhī laṛ gaīṅ mastiyāṇ bhī mil gaīṅ jān-e-man

rāt kālī so gaī rośhnī bhī ho gaī jān-e-man

subah tak ham laṛte rahe jīne ko ham marte rahe

ghās banī haiṅ talvāreṅ phūl bane haiṅ aṅgāre jān-e-man

jān-e-man

āyeṅge ab to bādal bhī bhīgegā ab to āṇchal bhī

ziṅdgī hogī apnī ziṅdgī

kaśhtiyāṇ bhī laṛ gaīṅ mastiyāṇ bhī mil gaīṅ jān-e-man
rāt kālī so gaī rośhnī bhī ho gaī jān-e-man

palkoṅ meṅ phūloṅ ke raṅg barse

gāloṅ pe āṇsū kī raṅgolī

maiṅ yahāṇ tū vahāṇ laṛte rahe

khatm ye jaṅg jāneṅ kab hogī

maine tujhko ye dil jabse diyā

kāṇṭoṅ pe guzārā tabse kiyā

merā jīvan tere bin sūnā

khāboṅ meṅ rah gayā

sājan se bichhaṛ ke

ab to kaśhtiyāṇ bhī laṛ gaīṅ mastiyāṇ bhī mil gaīṅ jān-e-man
rāt kālī so gaī rośhnī bhī ho gaī jān-e-man

lā lā lā lā lā

jān-e-man jān-e-man tere vāste

āyā hūṇ uṛ ke havāoṅ meṅ

phūloṅ meṅ hotī hai jyūṇ khuśhbū

vaisī hī tū merī sāṇsoṅ meṅ

tere pāṇvoṅ kī pāyal ban jāūṇ

tere nainoṅ kā kājal ban ke rahūṇ

mere dil kī tū hai rānī

le lūṇ ā bāṇhoṅ meṅ

tujh meṅ hī mil jāūṇ maiṅ

ab to kaśhtiyāṇ bhī laṛ gaīṅ mastiyāṇ bhī mil gaīṅ jān-e-man
rāt kālī so gaī rośhnī bhī ho gaī jān-e-man
subah tak ham laṛte rahe jīne ko ham marte rahe
ghās banī haiṅ talvāreṅ phūl baneṅ haiṅ aṅgāre jān-e-man
jān-e-man
āyeṅge ab to bādal bhī bhīgegā ab to āṇchal bhī
ziṅdgī hogī apnī ziṅdgī