कु: कसम से कसम से आशिक़ी है तुमसे
नज़र में है तू जिगर में है तू पिछले जनम से
आहा -3
अ: कसम से कसम से …
कु: ( शर्म-ओ-हया का रुख़ से पर्दा हटा दो
अ: ऐसा सुहाना मौसम यूँ न तुम गंवा दो ) -2
कु: हाँ कह दो ना पवन से नीले गगन से
नज़र में है तू …
अ: कसम से कसम से …
( कदमों में तेरे अपनी दुनिया बिछा दूँ
कु: चाहत में तेरी ख़ातिर खुद को मिटा दूँ ) -2
अ: पलकों की चिलमन से कह देंगे दुश्मन से
नज़र में है तू …
कु: कसम से कसम से …
ku: kasam se kasam se āśhiqī hai tumse
nazar meṅ hai tū jigar meṅ hai tū pichhle janam se
āhā -3
a: kasam se kasam se …
ku: ( śharm-o-hayā kā rukh se pardā haṭā do
a: aisā suhānā mausam yūṇ na tum gaṅvā do ) -2
ku: hāṇ kah do nā pavan se nīle gagan se
nazar meṅ hai tū …
a: kasam se kasam se …
( kadmoṅ meṅ tere apnī duniyā bichhā dūṇ
ku: chāhat meṅ terī khātir khud ko miṭā dūṇ ) -2
a: palkoṅ kī chilman se kah deṅge duśhman se
nazar meṅ hai tū …
ku: kasam se kasam se …