कुछ भी कहेगा ... चन्दा मामा से प्यारा मेरा मामा
ऊ: कुछ भी कहेगा तो अभी नहीं जाऊँगी हो
कहीं नहीं जाऊँगी कभी नहीं जाऊँगी हो
चन्दा मामा से प्यारा मेरा मामा
ओ चन्दा मामा से प्यारा मेरा मामा
मेरी आँखों का तारा मेरा मामा
मेरा मामा
आओ आज बनेंगे मिल के हम दोनों हमजोली -2
तुम ढूँढो मैं ( छुप-छुप जाऊँ ) -2 खेलें आँख-मिचौली
कहना मानेगाअ मेरा मामा
ओ चन्दा मामा से …
ना तो माँ की मिली है ममता ( ना बापू का साया ) -2
तेरी गोद में आ बैठी हूँ
मेरा जीवन सहारा मेरा मामा
मेरा मामा
ओ चन्दा मामा से …
र: एक दिन दूल्हे राजा के संग कहार बुलाऊँ
अपने हाथों से ही डोली में तुझे बिठाऊँ
एक दिन मुझको छोड़ के तू ऐसी दुनिया में जाए
हर एक लड़की जहाँ से वापस लौट के फिर न आए
रोता रहेगा बेचारा तेरा मामा
ऊ: ओ चन्दा मामा से …
ū: kuchh bhī kahegā to abhī nahīṅ jāūṇgī ho
kahīṅ nahīṅ jāūṇgī kabhī nahīṅ jāūṇgī ho
chandā māmā se pyārā merā māmā
o chandā māmā se pyārā merā māmā
merī āṇkhoṅ kā tārā merā māmā
merā māmā
āo āj baneṅge mil ke ham donoṅ hamjolī -2
tum ḍhūṇḍho maiṅ ( chhup-chhup jāūṇ ) -2 kheleṅ āṇkh-michaulī
kahnā mānegāa merā māmā
o chandā māmā se …
nā to māṇ kī milī hai mamtā ( nā bāpū kā sāyā ) -2
terī god meṅ ā baiṭhī hūṇ
merā jīvan sahārā merā māmā
merā māmā
o chandā māmā se …
ra: ek din dūlhe rājā ke saṅg kahār bulāūṇ
apne hāthoṅ se hī ḍolī meṅ tujhe biṭhāūṇ
ek din mujhko chhoṛ ke tū aisī duniyā meṅ jāe
har ek laṛkī jahāṇ se vāpas lauṭ ke phir na āe
rotā rahegā bechārā terā māmā
ū: o chandā māmā se …