Title (Indic)मेरी आँखों में आकर समाया है तू WorkKarodpati Year1936 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rai Chand Boral Music Pankaj Mullick Writer Kedar Sharma LyricsHindiमेरी आँखों में आकर समाया है तू मुझको आठों पहर है तेरी जुस्तजू गोरे मजनूं से लैला ने जाकर कहा क़ुश्ता-ए-नाज़ बाक़ी है अब दिल में क्या गोरे मजनूं से उस वक़्त आई सदा बस तेरी जुस्तजू है तेरी जुस्तजू मुझे आठों पहर … अब मैं समझा कि बुलबुल है नाशाद क्यों जल के परवाना होता है बरबाद क्यों कैसे जंगल में क्यों कोह में फ़रियाद क्यों जिसको देखा उसे है तेरी जुस्तजू मुझे आठों पहर … Englishmerī āṇkhoṅ meṅ ākar samāyā hai tū mujhko āṭhoṅ pahar hai terī justjū gore majnūṅ se lailā ne jākar kahā quśhtā-e-nāz bāqī hai ab dil meṅ kyā gore majnūṅ se us vaqt āī sadā bas terī justjū hai terī justjū mujhe āṭhoṅ pahar … ab maiṅ samjhā ki bulbul hai nāśhād kyoṅ jal ke parvānā hotā hai barbād kyoṅ kaise jaṅgal meṅ kyoṅ koh meṅ fariyād kyoṅ jisko dekhā use hai terī justjū mujhe āṭhoṅ pahar …