करवटें बदलते रहे, सारी रात हम
करवटें बदलते रहे, सारी रात हम
आप की कसम, आप की कसम
गम ना करो, दिन जुदाई के बहोत हैं कम
आप की कसम, आप की कसम
याद तुम आते रहे, एक हूक सी उठती रही
नींद मुझ से, नींद से मैं, भागती छुपती रही
रात भर बैरन निगोड़ी चांदनी चुभती रही
आग सी जलती रही, गिरती रही शबनम
झील सी आँखों में आशिक डूब के खो जाएगा
जुल्फ के साये में दिल, अरमा भरा सो जाएगा
तुम चले जाओ, नहीं तो कुछ ना कुछ हो जाएगा
डगमगा जायेंगे ऐसे हाल में कदम
रूठ जाए हम तो तुम हमको मना लेना सनम
दूर हो तो पास हमको, तुम बुला लेना सनम
कुछ गिला हो तो गले हमको लगा लेना सनम
टूट ना जाए कभी ये प्यार की कसम
karavṭeṅ badalte rahe, sārī rāt ham
āp kī kasam, āp kī kasam
gam nā karo, din judāī ke bahot haiṅ kam
āp kī kasam, āp kī kasam
yād tum āte rahe, ek hūk sī uṭhtī rahī
nīṅd mujh se, nīṅd se maiṅ, bhāgtī chhuptī rahī
rāt bhar bairan nigoṛī chāṅdnī chubhtī rahī
āg sī jaltī rahī, girtī rahī śhabnam
jhīl sī āṇkhoṅ meṅ āśhik ḍūb ke kho jāegā
julph ke sāye meṅ dil, armā bharā so jāegā
tum chale jāo, nahīṅ to kuchh nā kuchh ho jāegā
ḍagamgā jāyeṅge aise hāl meṅ kadam
rūṭh jāe ham to tum hamko manā lenā sanam
dūr ho to pās hamko, tum bulā lenā sanam
kuchh gilā ho to gale hamko lagā lenā sanam
ṭūṭ nā jāe kabhī ye pyār kī kasm