Kar lo pyaar ... pyaar gazab kee cheez hai

कर लो प्यार ... प्यार गज़ब की चीज़ है
Work
Year
Language

कर लो प्यार कर लो प्यार
प्यार गज़ब की चीज़ है पढ़ लो आज सुबह का पर्चा
प्यार करोगे मुफ़्त में हो जाएगा यारों चर्चा
प्यार गज़ब की चीज़ है …

लगते हैं फीके सब मौसम जब प्यार का मौसम आता है
चेहरे पे चमक आ जाती है जब इश्क़ कहीं हो जाता है
बिना मोल मिलता है ये नहीं होता इसमें खर्चा
प्यार करोगे मुफ़्त में …

आशिक़ बड़ा निराला है जो यार की आँखों में डूबा
वो लड़की भी क्‌या लड़की है जो बन जाती है महबूबा
जिसने प्यार किया सबसे ऊंचा है उसका दर्जा
प्यार करोगे मुफ़्त में …

be in love. be in love

kar lo pyār kar lo pyār
pyār gazab kī chīz hai paṛh lo āj subah kā parchā
pyār karoge muft meṅ ho jāegā yāroṅ charchā
pyār gazab kī chīz hai …

lagte haiṅ phīke sab mausam jab pyār kā mausam ātā hai
chehre pe chamak ā jātī hai jab iśhq kahīṅ ho jātā hai
binā mol miltā hai ye nahīṅ hotā ismeṅ kharchā
pyār karoge muft meṅ …

āśhiq baṛā nirālā hai jo yār kī āṇkhoṅ meṅ ḍūbā
vo laṛkī bhī k‌yā laṛkī hai jo ban jātī hai mahbūbā
jisne pyār kiyā sabse ūṅchā hai uskā darjā
pyār karoge muft meṅ …

be in love. be in love