Kar bhalaa hogaa bhalaa ant bhale kaa bhalaa

कर भला होगा भला अन्त भले का भला
Work
Year
Language

कर भला होगा भला अन्त भले का भला
आज सब कुछ है तेरा कल का है किसको पता
कर भला होगा भला …

जैसा कोई बीज है बोता वैसी चढ़ती बेल यहाँ
कैसा राजा कौन भिखारी सब कर्मों का खेल यहाँ
साथ किसी के मेला कोई भटके अकेला
कर भला होगा भला …

जीवन कम है दूर है मंज़िल सपनों में ना डोल ज़रा
नींद में बीती जाए उमरिया आँख मुसाफ़िर खोल ज़रा
देख तेरे जीवन का एक दिन और ढला
कर भला होगा भला …

kar bhalā hogā bhalā ant bhale kā bhalā
āj sab kuchh hai terā kal kā hai kisko patā
kar bhalā hogā bhalā …

jaisā koī bīj hai botā vaisī chaṛhtī bel yahāṇ
kaisā rājā kaun bhikhārī sab karmoṅ kā khel yahāṇ
sāth kisī ke melā koī bhaṭke akelā
kar bhalā hogā bhalā …

jīvan kam hai dūr hai maṅzil sapnoṅ meṅ nā ḍol zarā
nīṅd meṅ bītī jāe umriyā āṇkh musāfir khol zarā
dekh tere jīvan kā ek din aur ḍhalā
kar bhalā hogā bhalā …