कम्मो! मेरा दिल ले गई ओय कम्मो किधर्
कम्मो!
मेरा दिल ले गई ओय्!
मेरा दिल ले गई ओय्! कम्मो किधर
मैं देखूँ उस को इधर उधर
यारों जाओ ढूँढ के लाओ
यारों जाओ ढूँढ के लाओ
कल सपनों मे आई थी
शरमाई थी, घबराई थी
कल सपनों मे आई थी
शरमाई थी, घबराई थी
ऐसा दर्द जगाया यारो
मैं नु नींद न आयी
भंगड़ा पा भंगड़ा
कह दे जग से सारे
भंगड़ा पा भंगड़ा
कम्मो मेरा चैन चुरा कर
जाने कित्थे खो गई
मैं सब कुछ ओते उपे वारा
वो मेरा बुरा हाल कर गई
मेरा दिल ले गई ओय्! …
कम्मो, तू सामने मेरे आजा
कम्मो, तू जलवा अपना दिखा जा
सपनों की उस रानी को
मैं अपनी जान बनाऊँगा
आज नहीं तो कल उस को
मैं अपने घर ले आऊँगा
उस की भोली आँखों का दीवाना बन बैठा
ऐसी आग लगायी मैं परवाना बन बैठा
पागल प्रेमी आशिक़ मैं मस्ताना बन बैठा
दुनिया से अलग लै सुन मैं अनजाना बन बैठा
मैं नु हुस्न के रंग दिखा के
कम्मो तो कमाल कर गई
मेरा दिल ले गई ओय्! …
दिल जो पाना है ढूँढ के लाना है
ऐसी-वैसी ... चलो कम्मो के घर
कम्मो!
kammo!
merā dil le gaī oy!
merā dil le gaī oy! kammo kidhar
maiṅ dekhūṇ us ko idhar udhar
yāroṅ jāo ḍhūṇḍh ke lāo
yāroṅ jāo ḍhūṇḍh ke lāo
kal sapnoṅ me āī thī
śharmāī thī, ghabrāī thī
kal sapnoṅ me āī thī
śharmāī thī, ghabrāī thī
aisā dard jagāyā yāro
maiṅ nu nīṅd na āyī
bhaṅgaṛā pā bhaṅgaṛā
kah de jag se sāre
bhaṅgaṛā pā bhaṅgaṛā
kammo merā chain churā kar
jāne kitthe kho gaī
maiṅ sab kuchh ote upe vārā
vo merā burā hāl kar gaī
merā dil le gaī oy! …
kammo, tū sāmne mere ājā
kammo, tū jalvā apnā dikhā jā
sapnoṅ kī us rānī ko
maiṅ apnī jān banāūṇgā
āj nahīṅ to kal us ko
maiṅ apne ghar le āūṇgā
us kī bholī āṇkhoṅ kā dīvānā ban baiṭhā
aisī āg lagāyī maiṅ parvānā ban baiṭhā
pāgal premī āśhiq maiṅ mastānā ban baiṭhā
duniyā se alag lai sun maiṅ anjānā ban baiṭhā
maiṅ nu husn ke raṅg dikhā ke
kammo to kamāl kar gaī
merā dil le gaī oy! …
dil jo pānā hai ḍhūṇḍh ke lānā hai
aisī-vaisī ... chalo kammo ke ghar
kammo!