कमबख़्त इश्क़ है जो सारा जहाँ है वो
कमबख़्त इश्क़ है जो
सारा जहाँ है वो
कब आता है कब जाता है
पर रहता है जब तक ये कमबख़्त जन्नत दिखाता है
कमबख़्त इश्क़ …
दिल दे दे दिल दे दे
हे ये इश्क़ इश्क़ हिम्मत है
ये इश्क़ इश्क़ किस्मत है
ये इश्क़ इश्क़ ताकत है
ये इश्क़ दिल कि दौलत है
ये इश्क़ न मिट पाएगा
तू इश्क़ में मिट जाएगा
है इश्क़ में मिटना ऐसा
कोई नया जनम हो जैसा
कमबख़्त इश्क़ …
तड़पाता है हो तरसाता है
पर रहता है जब तक ये कमबख़्त जन्नत दिखाता है
दिल दिल में बसा है ऐसे
पत्थर पे लकीरें जैसे
इस से बचना मुश्क़िल है
बचना चाहें तो कैसे
सालों से यहाँ रहता है
हर कोई इसे करता है
इस से छुपना है मुश्क़िल
इस में न कोई परदा है
कमबख़्त इश्क़ …
kambakht iśhq hai jo
sārā jahāṇ hai vo
kab ātā hai kab jātā hai
par rahtā hai jab tak ye kambakht jannat dikhātā hai
kambakht iśhq …
dil de de dil de de
he ye iśhq iśhq himmat hai
ye iśhq iśhq kismat hai
ye iśhq iśhq tākat hai
ye iśhq dil ki daulat hai
ye iśhq na miṭ pāegā
tū iśhq meṅ miṭ jāegā
hai iśhq meṅ miṭnā aisā
koī nayā janam ho jaisā
kambakht iśhq …
taṛpātā hai ho tarsātā hai
par rahtā hai jab tak ye kambakht jannat dikhātā hai
dil dil meṅ basā hai aise
patthar pe lakīreṅ jaise
is se bachnā muśhqil hai
bachnā chāheṅ to kaise
sāloṅ se yahāṇ rahtā hai
har koī ise kartā hai
is se chhupnā hai muśhqil
is meṅ na koī pardā hai
kambakht iśhq …