Kaliyon see palken hain palkon men kaajal hai

कलियों सी पलकें हैं पलकों में काजल है
Year
Language

कलियों सी पलकें हैं पलकों में काजल है

चाँदनी सा चेहरा है कैसे संभालें दिल

ज़ुल्फ़ें घटाओं सी गालों पे काला तिल

कमसिन अदायें हैं कैसे संभालें दिल

खिलती जवानी है रुत भी सुहानी है

फूलों के चेहरों पे किस की कहानी है

पंछी की तरह क्‌यूँ चाहतें हैं चंचल

ठण्डी हवाओं में आज कैसी हलचल

होंठों पे छलकी है इकरार की शबनम

तेरे ख़यालों में है प्यार की सरगम

लहरा रहा है यूँ कामनी का आँचल

लहरा रहा जैसे नदिया का निर्मल जल
%(थे cलेअन वतेर ओफ़ रिवेर इस ववेरिन्ग)

kaliyoṅ sī palkeṅ haiṅ palkoṅ meṅ kājal hai

chāṇdnī sā chehrā hai kaise saṅbhāleṅ dil

zulfeṅ ghaṭāoṅ sī gāloṅ pe kālā til

kamsin adāyeṅ haiṅ kaise saṅbhāleṅ dil

khiltī javānī hai rut bhī suhānī hai

phūloṅ ke chehroṅ pe kis kī kahānī hai

paṅchhī kī tarah k‌yūṇ chāhteṅ haiṅ chaṅchal

ṭhaṇḍī havāoṅ meṅ āj kaisī halchal

hoṅṭhoṅ pe chhalkī hai ikrār kī śhabnam

tere khayāloṅ meṅ hai pyār kī sargam

lahrā rahā hai yūṇ kāmnī kā āṇchal

lahrā rahā jaise nadiyā kā nirmal jal
%(the clean vater of river is vavering)