Kal sainyaa ne aisee bovling karee main over bhee khel paaee naheen

कल सैंया ने ऐसी बोव्लिन्ग करी मैं ओवेर भी खेल पाई नहीं
Work
Year
Language

कल सैंया ने ऐसी bowling करी मैं over भी खेल पाई नहीं
चौथी ही गेंद में out हुई पांचवा गेंद मैं झेल पाई नहीं

पहला गेंद पड़ा उसका महंगा टूटी चूड़ी सरका लहंगा
ball दमदार थी तेज़ रफ़्तार थी बल्ला सम्भाले हुए मैं तैयार थी
क्‌या करती मोहे को झटका लगा run कोई भी मैं जोड़ पाई नहीं
चौथी ही गेंद में …

दूजा ball जो उसने मारा डोला डोला तन मन से मारा
ball चोली पे पड़ी मैं सैंया से लड़ी
bounce गेंद सैंया डालो न घड़ी घड़ी
धीरे धीरे bowling करो सजना मैं सजनी हूँ कोई लुगाई नहीं
चौथी ही गेंद में …

तीजी ball ने हालत बिगाड़ी ज़ुल्मी था वो पुराना खिलाड़ी
ball को घिसने लगा मुझको तकने लगा
दिल मेरा डरने लगा वो मुआ हँसने लगा
फिर घिस के जो मारी गेंद उसने आई हिचकी मैं चिल्लाई नहीं
चौथी ही गेंद में …

चौथा गेंद गज़ब का डाला पीछे हट के खुद को सम्भाला
चूड़ी टूट गई बिंदिया छूट गई
बेदर्दी ने out मुझे ऐसा किया मैं होश आई नहीं
कल सैंया ने ऐसी …

kal saiṅyā ne aisī bowling karī maiṅ over bhī khel pāī nahīṅ
chauthī hī geṅd meṅ out huī pāṅchvā geṅd maiṅ jhel pāī nahīṅ

pahlā geṅd paṛā uskā mahaṅgā ṭūṭī chūṛī sarkā lahaṅgā
ball damdār thī tez raftār thī ballā sambhāle hue maiṅ taiyār thī
k‌yā kartī mohe ko jhaṭkā lagā run koī bhī maiṅ joṛ pāī nahīṅ
chauthī hī geṅd meṅ …

dūjā ball jo usne mārā ḍolā ḍolā tan man se mārā
ball cholī pe paṛī maiṅ saiṅyā se laṛī
bounce geṅd saiṅyā ḍālo na ghaṛī ghaṛī
dhīre dhīre bowling karo sajnā maiṅ sajnī hūṇ koī lugāī nahīṅ
chauthī hī geṅd meṅ …

tījī ball ne hālat bigāṛī zulmī thā vo purānā khilāṛī
ball ko ghisne lagā mujhko takne lagā
dil merā ḍarne lagā vo muā hṇsne lagā
phir ghis ke jo mārī geṅd usne āī hichkī maiṅ chillāī nahīṅ
chauthī hī geṅd meṅ …

chauthā geṅd gazab kā ḍālā pīchhe haṭ ke khud ko sambhālā
chūṛī ṭūṭ gaī biṅdiyā chhūṭ gaī
bedardī ne out mujhe aisā kiyā maiṅ hośh āī nahīṅ
kal saiṅyā ne aisī …