Kal raat se ... meraa dil kuchh kahnaa chaahtaa hai aap se

कल रात से ... मेरा दिल कुछ कहना चाहता है आप से
Work
Year
Language

कु: कल रात से -2
हे
मेरा दिल कुछ कहना चाहता है आप से -3
कल रात से -4

श्रे: मेरा दिल कुछ कहना चाहता है आप से -2
कल रात से -4

देखो तो कैसा है जादू मुलाक़ात का
हर मौसम लगता है मौसम बरसात का
ओ
यादों में आए तुम नींदें उड़ाईं प्यार से
कहने को तनहा थे बातें भी हुईं यार से
कु: ऐसा क्‌योँ लगा जैसे तुम मेरे पास थे
कल रात से -4

वो तेरा मुसकाना वो कमसिन अदा प्यार की
कैसे मैं तारीफ़ करूँ अपने हसीं यार की
ओ
बहके हैं मेरे क़दम कैसा ये सुरूर है
तुम बोलो ना बोलो होना तो कुछ ज़रूर है
कोई ख़ता हो गई है हमसे आपसे
कल रात से -4

मेरा दिल कुछ कहना चाहता है आप से -2

ku: kal rāt se -2
he
merā dil kuchh kahnā chāhtā hai āp se -3
kal rāt se -4

śhre: merā dil kuchh kahnā chāhtā hai āp se -2
kal rāt se -4

dekho to kaisā hai jādū mulāqāt kā
har mausam lagtā hai mausam barsāt kā
o
yādoṅ meṅ āe tum nīṅdeṅ uṛāīṅ pyār se
kahne ko tanhā the bāteṅ bhī huīṅ yār se
ku: aisā k‌yoṇ lagā jaise tum mere pās the
kal rāt se -4

vo terā muskānā vo kamsin adā pyār kī
kaise maiṅ tārīf karūṇ apne hasīṅ yār kī
o
bahke haiṅ mere qadam kaisā ye surūr hai
tum bolo nā bolo honā to kuchh zarūr hai
koī khatā ho gaī hai hamse āpse
kal rāt se -4

merā dil kuchh kahnā chāhtā hai āp se -2