कजरे बदरवा रे, मर्ज़ी तेरी है क्या ज़ालिमा
कजरे बदरवा रे, मर्ज़ी तेरी है क्या ज़ालिमा
ऐसे न बरस ज़ुल्मी, कह न दूँ किसीको मैं बालमा
कजरे बदरवा …
कहीं गिर जाए न बिंदिया, कहीं उड़ जाए न निंदिया -2
काली काली आने वाली
काली काली आने वाली बरखा की रात है
कजरे बदरवा …
र्हिमझिम वाली चुनरिया ओढ़े हुए आयी बदरिया - 2
झूमें ऐसे, गोरी जैसे
झूमें ऐसे, गोरी जैसे सजना के साथ है
कजरे बदरवा …
इस भीगी-भीगी हवा ने कानों में कहा क्या न जाने -2
मैं शर्माई, मैं घबराई
मैं शर्माई, मैं घबराई ऐसी कोई बात है
कजरे बदरवा …
kajre badarvā re, marzī terī hai kyā zālimā
aise na baras zulmī, kah na dūṇ kisīko maiṅ bālmā
kajre badarvā …
kahīṅ gir jāe na biṅdiyā, kahīṅ uṛ jāe na niṅdiyā -2
kālī kālī āne vālī
kālī kālī āne vālī barkhā kī rāt hai
kajre badarvā …
rhimjhim vālī chunriyā oṛhe hue āyī badriyā - 2
jhūmeṅ aise, gorī jaise
jhūmeṅ aise, gorī jaise sajnā ke sāth hai
kajre badarvā …
is bhīgī-bhīgī havā ne kānoṅ meṅ kahā kyā na jāne -2
maiṅ śharmāī, maiṅ ghabrāī
maiṅ śharmāī, maiṅ ghabrāī aisī koī bāt hai
kajre badarvā …