कजरा मुहब्बत वाला, अँखियों में ऐसा डाला
कजरा मुहब्बत वाला, अँखियों में ऐसा डाला
कजरे ने ले ली मेरी जान
हाय रे मैं तेरे क़ुरबान
दुनिया है मेरे पीछे, लेकिन मैं तेरे पीछे
अपना बना ले मेरी जान,
हाय रे …
आई हो कहाँ से गोरी आँखों में प्यार ले के
चढ़ती जवानी की ये पहली फुहार ले के
दिल्ली शहर का सारा मीना बाज़ार ले के
झुमका बरेली वाला कानों में ऐसा डाला
झुमके ने ले ली मेरी जान, हाय रे …
मोटर ना बंगला माँगूँ झुमका ना हार माँगूँ
दिल को चलाने वाले दिल का क़रार माँगूँ
सइयां बेदर्दी मेरे थोड़ा सा प्यार माँगूँ
किस्मत बना दे मेरी अपना बना ले मेरी
कर ले सगाई मेरी जान, हाय रे …
जब से है देखा तुझको हो गए गुलाम तेरे
अपना बना ले गोरी आएंगे काम तेरे
अपना ये जीवन सारा लिख देंगे नाम तेरे
कुर्ता ये जाली वाला उसपर मोतियन की माला
कुर्ते ने ले ली मेरी जान, हाय रे …
kajrā muhabbat vālā, aṇkhiyoṅ meṅ aisā ḍālā
kajre ne le lī merī jān
hāy re maiṅ tere qurbān
duniyā hai mere pīchhe, lekin maiṅ tere pīchhe
apnā banā le merī jān,
hāy re …
āī ho kahāṇ se gorī āṇkhoṅ meṅ pyār le ke
chaṛhtī javānī kī ye pahlī phuhār le ke
dillī śhahar kā sārā mīnā bāzār le ke
jhumkā barelī vālā kānoṅ meṅ aisā ḍālā
jhumke ne le lī merī jān, hāy re …
moṭar nā baṅglā māṇgūṇ jhumkā nā hār māṇgūṇ
dil ko chalāne vāle dil kā qarār māṇgūṇ
saiyāṅ bedardī mere thoṛā sā pyār māṇgūṇ
kismat banā de merī apnā banā le merī
kar le sagāī merī jān, hāy re …
jab se hai dekhā tujhko ho gae gulām tere
apnā banā le gorī āeṅge kām tere
apnā ye jīvan sārā likh deṅge nām tere
kurtā ye jālī vālā uspar motiyan kī mālā
kurte ne le lī merī jān, hāy re …