कैसी दीवानगी है ... ओ तुझ पर गगन से ... सब टूट गया
प्री: कैसी दीवानगी है -3
सब कुछ कोई भुला के
निकला है घर जला के
कैसी दीवानगी है
सु: ( ओ तुझ पर गगन से बरसी अगन क्यूँ है
पाया चमन से काँटों का बन क्यूँ है ) -2
क्या है उलझन हारा क्यूँ मन थका है क्यूँ तन रे
को: सब टूट गया सब छूट गया कोई लूट गया जैसे
कोई छोड़ गया दिल तोड़ गया झँझोड़ गया जैसे
सब टूट गया
सब छूट गया
सब टूट गया सब छूट गया कोई लूट गया जैसे
कोई छोड़ गया दिल तोड़ गया झँझोड़ गया जैसे
सु: ओ तुझ पर गगन से बरसी अगन क्यूँ है
पाया चमन से काँटों का बन क्यूँ है
हो प्यासी हवाएँ जलती दिशाए रेती की हैं सारी घटाएँ
ओ रेत जो बरसे तो ये मन तरसे लौट के जाएँ कैसे इधर से
को: अब जाओ जिधर देखोगे उधर सुनसान नगर सारे
दिल बिगड़ गए बाग़ उजड़ गए देश उखड़ गए सारे
अब जाओ जिधर
देखोगे उधर
अब जाओ जिधर देखोगे उधर सुनसान नगर सारे
दिल बिगड़ गए बाग़ उजड़ गए देश उखड़ गए सारे
सु: हो ओ तुझ पर गगन से बरसी अगन क्यूँ है
पाया चमन से काँटों का बन क्यूँ है
प्री: कैसी दीवानगी है -3
सब कुछ कोई भुला के
निकला है घर जला के
कैसी दीवानगी है रे
सु: जीना सितम है उम्मीद कम है बस इक दिल है और इतना ग़म है
काली हैं रातें कड़वी हैं बातें दिल खा रहा है मातों पे मातें
को: अब यहाँ-वहाँ तू जाए जहाँ वो प्यार कहाँ प्यारे
वो अपनों का वो सपनों का संसार कहाँ प्यारे
अब यहाँ-वहाँ
तू जाए जहाँ
अब यहाँ-वहाँ तू जाए जहाँ वो प्यार कहाँ प्यारे
वो अपनों का वो सपनों का संसार कहाँ प्यारे
सु: हो तुझ पर गगन से बरसी अगन क्यूँ है
पाया चमन से काँटों का बन क्यूँ है
क्या है उलझन हारा क्यूँ मन झुका है क्यूँ तन रे
को: सब टूट गया सब छूट गया कोई लूट गया जैसे
कोई छोड़ गया दिल तोड़ गया झँझोड़ गया जैसे
सब टूट गया
सब छूट गया
सब टूट गया सब छूट गया कोई लूट गया जसिए
कोई छोड़ गया दिल तोड़ गया झँझोड़ गया जैसे
prī: kaisī dīvāngī hai -3
sab kuchh koī bhulā ke
niklā hai ghar jalā ke
kaisī dīvāngī hai
su: ( o tujh par gagan se barsī agan kyūṇ hai
pāyā chaman se kāṇṭoṅ kā ban kyūṇ hai ) -2
kyā hai uljhan hārā kyūṇ man thakā hai kyūṇ tan re
ko: sab ṭūṭ gayā sab chhūṭ gayā koī lūṭ gayā jaise
koī chhoṛ gayā dil toṛ gayā jhṇjhoṛ gayā jaise
sab ṭūṭ gayā
sab chhūṭ gayā
sab ṭūṭ gayā sab chhūṭ gayā koī lūṭ gayā jaise
koī chhoṛ gayā dil toṛ gayā jhṇjhoṛ gayā jaise
su: o tujh par gagan se barsī agan kyūṇ hai
pāyā chaman se kāṇṭoṅ kā ban kyūṇ hai
ho pyāsī havāeṇ jaltī diśhāe retī kī haiṅ sārī ghaṭāeṇ
o ret jo barse to ye man tarse lauṭ ke jāeṇ kaise idhar se
ko: ab jāo jidhar dekhoge udhar sunsān nagar sāre
dil bigaṛ gae bāġh ujaṛ gae deśh ukhaṛ gae sāre
ab jāo jidhar
dekhoge udhar
ab jāo jidhar dekhoge udhar sunsān nagar sāre
dil bigaṛ gae bāġh ujaṛ gae deśh ukhaṛ gae sāre
su: ho o tujh par gagan se barsī agan kyūṇ hai
pāyā chaman se kāṇṭoṅ kā ban kyūṇ hai
prī: kaisī dīvāngī hai -3
sab kuchh koī bhulā ke
niklā hai ghar jalā ke
kaisī dīvāngī hai re
su: jīnā sitam hai ummīd kam hai bas ik dil hai aur itnā ġham hai
kālī haiṅ rāteṅ kaṛvī haiṅ bāteṅ dil khā rahā hai mātoṅ pe māteṅ
ko: ab yahāṇ-vahāṇ tū jāe jahāṇ vo pyār kahāṇ pyāre
vo apnoṅ kā vo sapnoṅ kā saṅsār kahāṇ pyāre
ab yahāṇ-vahāṇ
tū jāe jahāṇ
ab yahāṇ-vahāṇ tū jāe jahāṇ vo pyār kahāṇ pyāre
vo apnoṅ kā vo sapnoṅ kā saṅsār kahāṇ pyāre
su: ho tujh par gagan se barsī agan kyūṇ hai
pāyā chaman se kāṇṭoṅ kā ban kyūṇ hai
kyā hai uljhan hārā kyūṇ man jhukā hai kyūṇ tan re
ko: sab ṭūṭ gayā sab chhūṭ gayā koī lūṭ gayā jaise
koī chhoṛ gayā dil toṛ gayā jhṇjhoṛ gayā jaise
sab ṭūṭ gayā
sab chhūṭ gayā
sab ṭūṭ gayā sab chhūṭ gayā koī lūṭ gayā jasie
koī chhoṛ gayā dil toṛ gayā jhṇjhoṛ gayā jaise