कैसे रहूँ चुप कि मैने पी ही क्या है
कैसे रहूँ चुप कि मैने पी ही क्या है
होश अभी तक है बाक़ी
और ज़रा सी दे-दे साक़ी और ज़रा सी और
कैसे रहूँ चुप …
मुद्दतों की प्यास आज एक जाम बन गई
ये ख़ुशी की शाम शाम-ए-इन्तक़ाम बन गई
जो बात हममें तुममें थी वो बात आम बन गई
कैसे रहूँ चुप …
पता है तुमको राज़ क्या है मेरे इस सुरूर का
के इस सुरूर में ज़रा सा रंग है ग़ुरूर का
जो मैने पी तो क्यों नशा उतर गया हुज़ूर का
कैसे रहूँ चुप …
kaise rahūṇ chup ki maine pī hī kyā hai
hośh abhī tak hai bāqī
aur zarā sī de-de sāqī aur zarā sī aur
kaise rahūṇ chup …
muddtoṅ kī pyās āj ek jām ban gaī
ye khuśhī kī śhām śhām-e-intaqām ban gaī
jo bāt hammeṅ tummeṅ thī vo bāt ām ban gaī
kaise rahūṇ chup …
patā hai tumko rāz kyā hai mere is surūr kā
ke is surūr meṅ zarā sā raṅg hai ġhurūr kā
jo maine pī to kyoṅ naśhā utar gayā huzūr kā
kaise rahūṇ chup …