Kaise manaaoon piyvaa gun mere ekhoo naaheen

कैसे मनाऊँ पियवा गुन मेरे एकहू नाहीं
Year
Language

कैसे मनाऊँ पियवा गुन मेरे एकहू नाहीं
आई मिलन की बेला घबराऊँ मन माहीं
कैसे मनाऊँ पियवा …

साजन मेरे आए धड़कन बढ़ती जाए
नैना झुकते जाएँ घूँघट खुलता जाए
तुझसे ही शरमाए आज मेरी परछाईं
कैसे मनाऊँ पियवा …

मैं अनजान पराई द्वार तिहारे आई
तूने मुझे अपनाया प्रीत की रीत निभाई
हाय रे मन की कलियाँ फिर भी खिल ना पाईं
कैसे मनाऊँ पियवा …

kaise manāūṇ piyvā gun mere ekhū nāhīṅ
āī milan kī belā ghabrāūṇ man māhīṅ
kaise manāūṇ piyvā …

sājan mere āe dhaṛkan baṛhtī jāe
nainā jhukte jāeṇ ghūṇghaṭ khultā jāe
tujhse hī śharmāe āj merī parchhāīṅ
kaise manāūṇ piyvā …

maiṅ anjān parāī dvār tihāre āī
tūne mujhe apnāyā prīt kī rīt nibhāī
hāy re man kī kaliyāṇ phir bhī khil nā pāīṅ
kaise manāūṇ piyvā …