Kaise jioongaa main agar too na banee meree saahibaan

कैसे जिऊंगा मैं अगर तू न बनी मेरी साहिबां
Work
Year
Language

कैसे जिऊंगा मैं अगर तू न बनी मेरी साहिबां
डूब मरूंगी मैं अगर मैं न बनी तेरी साहिबां

लाखों हज़ारों में सैयां मैने चुन लिया
लाखों हज़ारों ने फ़ैसला ये सुन लिया
एक दूजे के वास्ते हम बने मेरे साजना
मेरी साहिबां …

रातें गुज़रती हैं सारी रात जाग के
दिल चाहे आ जाऊं घर से मैं भाग के
ओ आना मगर डोली में बैठ कर मेरी साहिबां
मेरी साहिबां …

कहती है क्‌या मुझसे पायल तेरे पांव की
एक सीधी सादी सी लड़की मैं गांव की
तेरे होंठों की बांसुरी बन गई मेरे साजना
तेरी साहिबां …

kaise jiūṅgā maiṅ agar tū na banī merī sāhibāṅ
ḍūb marūṅgī maiṅ agar maiṅ na banī terī sāhibāṅ

lākhoṅ hazāroṅ meṅ saiyāṅ maine chun liyā
lākhoṅ hazāroṅ ne faislā ye sun liyā
ek dūje ke vāste ham bane mere sājnā
merī sāhibāṅ …

rāteṅ guzartī haiṅ sārī rāt jāg ke
dil chāhe ā jāūṅ ghar se maiṅ bhāg ke
o ānā magar ḍolī meṅ baiṭh kar merī sāhibāṅ
merī sāhibāṅ …

kahtī hai k‌yā mujhse pāyal tere pāṅv kī
ek sīdhī sādī sī laṛkī maiṅ gāṅv kī
tere hoṅṭhoṅ kī bāṅsurī ban gaī mere sājnā
terī sāhibāṅ …