कैसे दिन बीते, कैसे बीती रतिया
हऽऽअय्ऽ
कैसे दिन बीते कैसे बीती रतिया
पिया जाने न
हाय
नेहा लगा के मैं पछताई
सारी सारी रैना निन्दिया न आई
जान के देखो मेरे जी की बतिया
पिया जाने न
हाय
कैसे दिन बीते कैसे बीती रतिया
पिया जाने न
रुत मतवाली आ के चली जाये
मन में ही मेरे मन की रही जाये
खिलने को तरसे नन्ही नन्ही कलियाँ
पिया जाने न
हाय
कैसे दिन बीते कैसे बीती रतिया
पिया जाने न
कजरा न सोहे गजरा न सोहे
बरखा न भाये बदरा न सोहे
क्या कहूँ जो पूछे मोसे मोरी सखियाँ
पिया जाने न
हाय
कैसे दिन बीते कैसे बीती रतिया
पिय जाने न
ha''ay'
kaise din bīte kaise bītī ratiyā
piyā jāne na
hāy
nehā lagā ke maiṅ pachhtāī
sārī sārī rainā nindiyā na āī
jān ke dekho mere jī kī batiyā
piyā jāne na
hāy
kaise din bīte kaise bītī ratiyā
piyā jāne na
rut matvālī ā ke chalī jāye
man meṅ hī mere man kī rahī jāye
khilne ko tarse nanhī nanhī kaliyāṇ
piyā jāne na
hāy
kaise din bīte kaise bītī ratiyā
piyā jāne na
kajrā na sohe gajrā na sohe
barkhā na bhāye badrā na sohe
kyā kahūṇ jo pūchhe mose morī sakhiyāṇ
piyā jāne na
hāy
kaise din bīte kaise bītī ratiyā
piy jāne na