कैसे दिन बीते, कैसे बीते रतिया
कैसे दिन बीते, कैसे बीती रतियाँ, पिया जाने ना
नेहा लगा के मैं पछताई
सारी सारी रैना निंदिया ना आई
जानके देखो, मेरे जी की बतियां
पिया जाने ना
रुत मतवाली आ के चली जाए
मन में ही मेरे मन की रही जाए
खिलने को तरसे, नन्ही नन्ही कलियाँ
पिया जाने ना
कजरा ना सोहे, गजरा ना सोहे
बरखा ना भाए, बदरा ना सोहे
क्या कहूँ जो पूछे मोसे मोरी सखियाँ
पिया जाने ना
kaise din bīte, kaise bītī ratiyāṇ, piyā jāne nā
nehā lagā ke maiṅ pachhtāī
sārī sārī rainā niṅdiyā nā āī
jānke dekho, mere jī kī batiyāṅ
piyā jāne nā
rut matvālī ā ke chalī jāe
man meṅ hī mere man kī rahī jāe
khilne ko tarse, nanhī nanhī kaliyāṇ
piyā jāne nā
kajrā nā sohe, gajrā nā sohe
barkhā nā bhāe, badrā nā sohe
kyā kahūṇ jo pūchhe mose morī sakhiyāṇ
piyā jāne nā