Kaisaa samaan ... jaanen chalen ham donon kidhar ... phir se jeenaa hai

कैसा समां ... जानें चलें हम दोनों किधर ... फिर से जीना है
Work
Year
Language

कैसा समां कैसा सफ़र जानें चलें हम दोनों किधर
फिर से राहों में संग चलना है
फिर से ख्वाबों में रंग भरना है
फिर से जीना है फिर से मरना है

बेचैनियां बेताबियां कहने लगी दिल की ज़ुबां
खामोशियां तन्हाइयां लगने लगीं कितनी जवां
हाय तौबा अदा तौबा असर जानें चलें हम दोनों किधर
आज कदमों को फिर बहकना है आज साँसों को फिर महकना है
फिर से जीना है …

यूं ना मचल थोड़ा संभल बहके कदम ना जाएं फिसल
तुझसे खिला दिल का कंवल मुझको बदलके तू ना बदल
हे कैसा गुमां कैसा भंवर जानें चलें हम दोनों किधर
आज ज़ुल्फ़ों को फिर बिखरना है आज सपनों को फिर संवरना है
फिर से जीना है …

kaisā samāṅ kaisā safar jāneṅ chaleṅ ham donoṅ kidhar
phir se rāhoṅ meṅ saṅg chalnā hai
phir se khvāboṅ meṅ raṅg bharnā hai
phir se jīnā hai phir se marnā hai

bechainiyāṅ betābiyāṅ kahne lagī dil kī zubāṅ
khāmośhiyāṅ tanhāiyāṅ lagne lagīṅ kitnī javāṅ
hāy taubā adā taubā asar jāneṅ chaleṅ ham donoṅ kidhar
āj kadmoṅ ko phir bahaknā hai āj sāṇsoṅ ko phir mahaknā hai
phir se jīnā hai …

yūṅ nā machal thoṛā saṅbhal bahke kadam nā jāeṅ phisal
tujhse khilā dil kā kaṅval mujhko badalke tū nā badal
he kaisā gumāṅ kaisā bhaṅvar jāneṅ chaleṅ ham donoṅ kidhar
āj zulfoṅ ko phir bikharnā hai āj sapnoṅ ko phir saṅvarnā hai
phir se jīnā hai …