कहते हैं जिसको मोहब्बत वो हो तुम्
कहते हैं जिसको मोहब्बत वो हो तुम
रब ने बनाया जिसे दिल से वो हो तुम
हुस्न ये गज़ब का अदाएं हैं क़ातिल
जैसे क़यामत के लुट ही गया दिल
तेरे नाम से होती हैं सुबहें आवारा
तेरे नाम से होती हैं शामें आवारा
दिन भर तेरा ख्याल तेरे ख्वाब रातों में
तेरा पागलपन है मुझपर जान-ए-मन
कहते हैं जिसको …
हम काँटों पर सोएंगे तेरी चाहत में
अंगारों पर भी चलेंगे तेरी चाहत में
तेरे कदमों के नीचे मैं अपनी हथेली रख दूंगा
इक काँटा भी चुभने न दूं तुझको
कहते हैं जिसको …
हमको है यकीं पर फिर भी इतना है कहना
किसी और की सोच भी दिल में ना आने देना
जो मिलती नहीं हमको तुमसे ऐसी मोहब्बत ओ हमदम
सोचेंगे क्यों गैरों की हम बोलो
कहते हैं जिसको …
kahte haiṅ jisko mohabbat vo ho tum
rab ne banāyā jise dil se vo ho tum
husn ye gazab kā adāeṅ haiṅ qātil
jaise qayāmat ke luṭ hī gayā dil
tere nām se hotī haiṅ subheṅ āvārā
tere nām se hotī haiṅ śhāmeṅ āvārā
din bhar terā khyāl tere khvāb rātoṅ meṅ
terā pāgalpan hai mujhapar jān-e-man
kahte haiṅ jisko …
ham kāṇṭoṅ par soeṅge terī chāhat meṅ
aṅgāroṅ par bhī chaleṅge terī chāhat meṅ
tere kadmoṅ ke nīche maiṅ apnī hathelī rakh dūṅgā
ik kāṇṭā bhī chubhne na dūṅ tujhko
kahte haiṅ jisko …
hamko hai yakīṅ par phir bhī itnā hai kahnā
kisī aur kī soch bhī dil meṅ nā āne denā
jo miltī nahīṅ hamko tumse aisī mohabbat o hamdam
socheṅge kyoṅ gairoṅ kī ham bolo
kahte haiṅ jisko …