Kahne ko daadee lekin sahelee daadee ho to aisee

कहने को दादी लेकिन सहेली दादी हो तो ऐसी
Work
Year
Language

कहने को दादी लेकिन सहेली दादी हो तो ऐसी

संग-संग ये गाये संग-संग ये नाचे देखो तो है कैसी

तुमसे मुझे लोरी मिली गोदी मिली प्यार मिला

मेरे लिये बचपन में तुमने भला क्‌या ना किया

पर दादी o sweety अब तक हो beauty

कहने को दादी लेकिन सहेली दादी हो तो ऐसी
संग-संग ये गाये संग-संग ये नाचे देखो तो है कैसी

jeans अगर पहनों तो होंठों पर lipstick हो

बालों में खिज़ाब आये तो फिर से शबब आये

ये अरे वाह रे ये तमाशे हो गई क्‌या मैं बदल के

clinton को मैं phone लगा दूँ तुम कह देना i love u क्‌यूं ठीक है ना

कह देना कि दिल देखा तो miss world मैं ही हूँ oh yes

कहने को दादी लेकिन सहेली दादी हो तो ऐसी
संग-संग ये गाये संग-संग ये नाचे देखो तो है कैसी

ओ ओ ओ ओ ओ ओ ओ ओ

computer गाये तो तुम कत्थक नाच करो

disco में जाओ तो होंठों पर भैरवी हो

साहिल पर तुम जाओ तो bikni भी पहनो

disneyland के gate पे जा के दादी बनाओ एक रंगोली प्यारी सी

और मैं बेचूं वहां सड़क पर भजिये पाव मेदु बड़े oh yes

कहने को दादी लेकिन सहेली दादी हो तो ऐसी
संग-संग ये गाये संग-संग ये नाचे देखो तो है कैसी
तुमसे मुझे लोरी मिली गोदी मिली प्यार मिला -2
मेरे लिये बचपन में तुमने भला क्‌या न किया

कहने को दादी लेकिन सहेली दादी हो तो ऐसी
संग-संग ये गाये संग-संग ये नाचे देखो तो है कैसी

kahne ko dādī lekin sahelī dādī ho to aisī

saṅg-saṅg ye gāye saṅg-saṅg ye nāche dekho to hai kaisī

tumse mujhe lorī milī godī milī pyār milā

mere liye bachapan meṅ tumne bhalā k‌yā nā kiyā

par dādī o sweety ab tak ho beauty

kahne ko dādī lekin sahelī dādī ho to aisī
saṅg-saṅg ye gāye saṅg-saṅg ye nāche dekho to hai kaisī

jeans agar pahnoṅ to hoṅṭhoṅ par lipstick ho

bāloṅ meṅ khizāb āye to phir se śhabab āye

ye are vāh re ye tamāśhe ho gaī k‌yā maiṅ badal ke

clinton ko maiṅ phone lagā dūṇ tum kah denā i love u k‌yūṅ ṭhīk hai nā

kah denā ki dil dekhā to miss world maiṅ hī hūṇ oh yes

kahne ko dādī lekin sahelī dādī ho to aisī
saṅg-saṅg ye gāye saṅg-saṅg ye nāche dekho to hai kaisī

o o o o o o o o

computer gāye to tum katthak nāch karo

disco meṅ jāo to hoṅṭhoṅ par bhairvī ho

sāhil par tum jāo to bikni bhī pahno

disneyland ke gate pe jā ke dādī banāo ek raṅgolī pyārī sī

aur maiṅ bechūṅ vahāṅ saṛak par bhajiye pāv medu baṛe oh yes

kahne ko dādī lekin sahelī dādī ho to aisī
saṅg-saṅg ye gāye saṅg-saṅg ye nāche dekho to hai kaisī
tumse mujhe lorī milī godī milī pyār milā -2
mere liye bachapan meṅ tumne bhalā k‌yā na kiyā

kahne ko dādī lekin sahelī dādī ho to aisī
saṅg-saṅg ye gāye saṅg-saṅg ye nāche dekho to hai kaisī