Kahnaa hai tumse kahnaa hai ... sau baar janam len tere lie

कहना है तुमसे कहना है ... सौ बार जनम लें तेरे लिए
Work
Year
Language

ये साथी हो जो ऐसा मिल जाए जो प्यार में
सौ बार जनम लें तेरे लिए तेरे इश्क़ में मर जाएं
जो किया न हो किसी आशिक़ ने कुछ ऐसा कर जाएं

कहना है तुमसे कहना है
रहना है दिल में रहना है

ख़ामोश पलकों तले सपनें तुम्हारे पलें
तुम्ही हो नज़र में जिगर में
तुम्हीं हो साँसों में
तुम हो दुआ में सदा में तुम्हीं हो बातों में
कहना है तुमसे …

आओ तुम्हें मैं प्यार दूं
दोनों जहां वार दूं
परी हो सबा हो कली हो मचलती शबनम हो
कोई नशा हो फ़ज़ा हो सुहाना मौसम हो
कहना है तुमसे …

ye sāthī ho jo aisā mil jāe jo pyār meṅ
sau bār janam leṅ tere lie tere iśhq meṅ mar jāeṅ
jo kiyā na ho kisī āśhiq ne kuchh aisā kar jāeṅ

kahnā hai tumse kahnā hai
rahnā hai dil meṅ rahnā hai

khāmośh palkoṅ tale sapneṅ tumhāre paleṅ
tumhī ho nazar meṅ jigar meṅ
tumhīṅ ho sāṇsoṅ meṅ
tum ho duā meṅ sadā meṅ tumhīṅ ho bātoṅ meṅ
kahnā hai tumse …

āo tumheṅ maiṅ pyār dūṅ
donoṅ jahāṅ vār dūṅ
parī ho sabā ho kalī ho machaltī śhabnam ho
koī naśhā ho fazā ho suhānā mausam ho
kahnā hai tumse …