Kahnaa hai jo dil se kaho ... mubhabbat ho gaee hai

कहना है जो दिल से कहो ... मुभब्बत हो गई है
Work
Year
Language

ओए ओए ओए ओए
कहना है जो दिल से कहो दिलबर मेरे दिल में रहो
मुहब्बत की नहीं है मुहब्बत हो गई है
अब डरना भी क्‌या ओ ओ
शरारत की नहीं है शरारत हो गई है
अब करना भी क्‌या ओ ओ
कहना है जो …

दुनिया की बातों को ये पगला नहीं मानता
ये प्यार हो जाए कब कोई नहीं जानता
बर्फ़ीले मौसम में भी शोला भड़कने लगे
ना जाने कैसे कहां ये दिल धड़कने लगे
मुहब्बत की नहीं …

दीवानगी ने तेरी मजबूर इतना किया
सोचा न समझा सनम सब कुछ तुझे दे दिया
साँसों में गर्मी तेरी धड़कन में तेरा नशा
तेरी भी चाहत में है जादू कोई दिलरुबा
शरारत की नहीं …

oe oe oe oe
kahnā hai jo dil se kaho dilbar mere dil meṅ raho
muhabbat kī nahīṅ hai muhabbat ho gaī hai
ab ḍarnā bhī k‌yā o o
śharārat kī nahīṅ hai śharārat ho gaī hai
ab karnā bhī k‌yā o o
kahnā hai jo …

duniyā kī bātoṅ ko ye paglā nahīṅ māntā
ye pyār ho jāe kab koī nahīṅ jāntā
barfīle mausam meṅ bhī śholā bhaṛakne lage
nā jāne kaise kahāṅ ye dil dhaṛakne lage
muhabbat kī nahīṅ …

dīvāngī ne terī majbūr itnā kiyā
sochā na samjhā sanam sab kuchh tujhe de diyā
sāṇsoṅ meṅ garmī terī dhaṛkan meṅ terā naśhā
terī bhī chāhat meṅ hai jādū koī dilrubā
śharārat kī nahīṅ …