कहना है आज तुझसे फिर किसी से ये कहना नहीं
कहना है आज तुझसे फिर किसी से ये कहना नहीं
ओ रहना है साथ तेरे वरना दुनिया में रहना नहीं
प्यार करते हमको जीना प्यार करते हमको मरना
ग़म जुदाई का सहना नहीं
हो ओ कहना है आज …
दुनिया से डरना नहीं या प्यार करना नहीं
नज़रें चुरा के सनम हमको गुज़रना नहीं
डूबना है साहिलों पर झूमना है मंज़िलों पर
यूँ दरिया में बहना नहीं
हो ओ कहना है आज …
मौसम की अंग्ड़ाइयां दुनिया की रुसवाइयां
ज़िंदगी ने फूल बाँटे चुन लिए हैं हमने काँटे
हार फूलों का पहना नहीं
हो ओ कहना है आज …
kahnā hai āj tujhse phir kisī se ye kahnā nahīṅ
o rahnā hai sāth tere varnā duniyā meṅ rahnā nahīṅ
pyār karte hamko jīnā pyār karte hamko marnā
ġham judāī kā sahnā nahīṅ
ho o kahnā hai āj …
duniyā se ḍarnā nahīṅ yā pyār karnā nahīṅ
nazreṅ churā ke sanam hamko guzarnā nahīṅ
ḍūbnā hai sāhiloṅ par jhūmnā hai maṅziloṅ par
yūṇ dariyā meṅ bahnā nahīṅ
ho o kahnā hai āj …
mausam kī aṅgṛāiyāṅ duniyā kī rusvāiyāṅ
ziṅdgī ne phūl bāṇṭe chun lie haiṅ hamne kāṇṭe
hār phūloṅ kā pahnā nahīṅ
ho o kahnā hai āj …