कहीं से आई रानी कहीं से आया राजा
हम तीनों शैतान बड़े हैं
लेकिन हम हैरान बड़े हैं
हमने तुमको बड़ा सताया
तुमने हमको गले लगाया
मैडम तुम जीतीं हम हारे
कान पकड़ते हैं हम सारे
भूल हमारी माफ़ करो
अब हँस दो गुस्सा छोड़ो
छोटे छोटे दिल ना तोड़ो
दीदी तुम हम सबकी जां हो
बिन माँ के बच्चों की माँ हो
कहीं से आई रानी कहीं से आया राजा
ओ झूमो नाचो गाओ बजाओ बैंड बाजा
कहां से आई रानी कहां से आया राजा
न कोई खिड़की न कोई दरवाज़ा
ओ कहीं से आई …
तू महलों की रानी मैं गलियों का राजा
आ खेलें राजा रानी का ये खेल आजा
हा हा हा
जा जा जा राजा हूं
o shut up.
श्ऽ
वो कौन जादूगर है ये जादू जो चलाए
नज़ारे झूम उठे ये फूल मुस्कुराए
उसे दुनिया वाले बहार कहते हैं
उसे ये दिलवाले प्यार कहते हैं
नए नए साथी नई नई राहें
चलो साथ मिलकर लो थाम लो ये बाहें
के बाहें थामने से ये फूल खिलते हैं
ये फूल खिलने से दिल मिलते हैं
कहीं से आई …
कहीं से चिड़िया ने चुराया एक दाना
अरे ओ काले कौवे न शोर मचाना
ओ लुक छुप जाना मकई का दाना
ओ राजे की बेटी तू अभी ना जाना
तु रु रु रु रु रु रु
मैं बोलूं I love you तुम बोलो I love you
चलो जी गाते हँसते वहां पे चलते हैं
ये प्यार वाले जादू जहां चलते हैं
हां कहीं से आई …
ham tīnoṅ śhaitān baṛe haiṅ
lekin ham hairān baṛe haiṅ
hamne tumko baṛā satāyā
tumne hamko gale lagāyā
maiḍam tum jītīṅ ham hāre
kān pakaṛte haiṅ ham sāre
bhūl hamārī māf karo
ab hṇs do gussā chhoṛo
chhoṭe chhoṭe dil nā toṛo
dīdī tum ham sabkī jāṅ ho
bin māṇ ke bachchoṅ kī māṇ ho
kahīṅ se āī rānī kahīṅ se āyā rājā
o jhūmo nācho gāo bajāo baiṅḍ bājā
kahāṅ se āī rānī kahāṅ se āyā rājā
na koī khiṛkī na koī darvāzā
o kahīṅ se āī …
tū mahloṅ kī rānī maiṅ galiyoṅ kā rājā
ā kheleṅ rājā rānī kā ye khel ājā
hā hā hā
jā jā jā rājā hūṅ
o shut up.
śh'
vo kaun jādūgar hai ye jādū jo chalāe
nazāre jhūm uṭhe ye phūl muskurāe
use duniyā vāle bahār kahte haiṅ
use ye dilvāle pyār kahte haiṅ
nae nae sāthī naī naī rāheṅ
chalo sāth milkar lo thām lo ye bāheṅ
ke bāheṅ thāmne se ye phūl khilte haiṅ
ye phūl khilne se dil milte haiṅ
kahīṅ se āī …
kahīṅ se chiṛiyā ne churāyā ek dānā
are o kāle kauve na śhor machānā
o luk chhup jānā makaī kā dānā
o rāje kī beṭī tū abhī nā jānā
tu ru ru ru ru ru ru
maiṅ bolūṅ I love you tum bolo I love you
chalo jī gāte hṇste vahāṅ pe chalte haiṅ
ye pyār vāle jādū jahāṅ chalte haiṅ
hāṅ kahīṅ se āī …