कहीं सावन में भी ... भीगी-भीगी हवा है
मु: कहीं सावन में भी ये दिल न तरसे
ल: घटा छाई तो है बरसे न बरसे
भीगी-भीगी हवा है काली-काली घटा है
घटा पे तो शक़ हो सकता है तुम पे नहीं हो
मु: भीगी-भीगी हवा है …
ल: दिल दीवाने दीवारों को तोड़ के मिल जाते हैं
जब फूलों को खिलना हो तो पतझड़ में खिल जाते हैं
ऐसे अक्सर हुआ है ऐसा हो ये दुआ है
दुआ पे तो शक़ हो सकता है तुम पे नहीं हो
मु: इस दुनिया से डर के किसने यार का दामन छोड़ दिया
वो हरजाई कहलाया है जिसने वादा तोड़ दिया
आशिक़ से सुना है चाहत में वफ़ा है
वफ़ा पे तो शक़ हो सकता है तुम पे नहीं हो
ल: वक़्त पे दिन ढलता है वक़्त पे चाँद निकलता है
मु: कोई तो है इस परदे में कौन इशारा करता है
ल: कोई जादू है क्या
मु: कहते हैं ख़ुदा है
दो: ख़ुदा पे तो शक़ हो सकता है तुम पे नहीं हो
ल: तुम पे नहीं
मु: तुम पे नहीं
mu: kahīṅ sāvan meṅ bhī ye dil na tarse
la: ghaṭā chhāī to hai barse na barse
bhīgī-bhīgī havā hai kālī-kālī ghaṭā hai
ghaṭā pe to śhaq ho saktā hai tum pe nahīṅ ho
mu: bhīgī-bhīgī havā hai …
la: dil dīvāne dīvāroṅ ko toṛ ke mil jāte haiṅ
jab phūloṅ ko khilnā ho to patjhaṛ meṅ khil jāte haiṅ
aise aksar huā hai aisā ho ye duā hai
duā pe to śhaq ho saktā hai tum pe nahīṅ ho
mu: is duniyā se ḍar ke kisne yār kā dāman chhoṛ diyā
vo harjāī kahlāyā hai jisne vādā toṛ diyā
āśhiq se sunā hai chāhat meṅ vafā hai
vafā pe to śhaq ho saktā hai tum pe nahīṅ ho
la: vaqt pe din ḍhaltā hai vaqt pe chāṇd nikaltā hai
mu: koī to hai is parde meṅ kaun iśhārā kartā hai
la: koī jādū hai kyā
mu: kahte haiṅ khudā hai
do: khudā pe to śhaq ho saktā hai tum pe nahīṅ ho
la: tum pe nahīṅ
mu: tum pe nahīṅ