कहीं क़रार न हो और कहीं ख़ुशी न मिले
कहीं क़रार न हो और कहीं ख़ुशी न मिले
हमारे बाद किसी को ये ज़िन्दगी न मिले
सियाह-नसीब कोई उनसे बढ़के क्या होगा -2
जो अपना घर भी जला दें तो रोशनी न मिले
हमारे बाद किसी को …
यही सुलूक है गर आदमी से दुनिया का -2
तो कुछ अजब नहीं दुनिया में आदमी न मिले
हमारे बाद किसी को …
ये बेबसी भी किसी बददुआ से कम तो नहीं
के खुल के जी ना सके और मौत भी न मिले
हमारे बाद किसी को …
kahīṅ qarār na ho aur kahīṅ khuśhī na mile
hamāre bād kisī ko ye zindgī na mile
siyāh-nasīb koī unse baṛhke kyā hogā -2
jo apnā ghar bhī jalā deṅ to rośhnī na mile
hamāre bād kisī ko …
yahī sulūk hai gar ādmī se duniyā kā -2
to kuchh ajab nahīṅ duniyā meṅ ādmī na mile
hamāre bād kisī ko …
ye bebsī bhī kisī badduā se kam to nahīṅ
ke khul ke jī nā sake aur maut bhī na mile
hamāre bād kisī ko …